Home » Blogs »

2008 کے حالیہ الیکشن کیا ہمارے ملک میں کوئی حقیقی تبدیلی لائیں گے؟

کیا پاکستانی عوام کو صحیح معنوں میں حقیقی جمہوری اور فلاحی حکومت نصیب ہو سکے گی؟ جو عوام کا خیال رکھنے والی٬ قوم کو پڑھا لکھا بنانے والی اور ہر فرد کی جان٬ مال اور عزت کا خیال رکھنے والی پالیسی بنا سکے- یا پھر وہی حالات جس میں پاکستان کرپشن میں ٹاپ ٹین٬ دہشت گردی کا نشانہ بننے میں عراق اور افغانستان کے بعد٬ ناخواندہ ملکوں میں سر فہرست اور عوامی بے چینی سے بھرا ملک؟

آپ 2008 کے الیکشن سے کتنے پُرامید ہیں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
پاکستان کون سا ملک ہے کافروں کا ملک ہے اسے کافرستان کہنا چاہیے پاکستان کہنا پاک لفظ کی توہین ہے
saeed, HAVELIAN ABBOTTABAD Saturday, December 27 2008
nothing can be change in pak because we r not doing any thing for our self.we see others profeshnel polition that thay do something for us .now zardari selling country after that sharef brothers are ready to do samething.these are gifts frm america and we simple people accept them.frm inside they r same.come pakistan by deal.one by one thresh pakistan
ateeq, lahore Tuesday, October 21 2008
jab tak hamari hakomat Amrica ki gulami say kud ko nain nikalay gee yeh sorat-e-hall jari rehay gee, our apney aap say sawal karin agar kalma go hain too ALLAH per bahrosa karin our usi see talab karin Amreca see nain. pher dekhna ALLAH aap ki madad karay ga.
Azhar Iqbal, Jeddah Saturday, October 18 2008
is election say pakistan ko ayk tinka barabber b faida nahi ho gah.
asim rana, sialkot (kotli loharan west) Saturday, September 20 2008
kya ye hukumat hamare mulk k liye kuch bala kare ge.to muje lagta hai k kare ge.insha ALLAH zarur kare ge.kyu k ppp ka nahra he ye hai.chahta hai her insan roti kapra OR MAKAN ELM ROSHNI SUB KA KAM.ZINDA HAI BHUTTO ZINDA HAI.KAL B BHUTTO ZINDA THA AAJ B BHUTTO ZINDA.
shazia, karachi Friday, September 12 2008
HAMARY COUNTRY MAY 1963 MAY LIGHT KE FIRST COMPLAIN HOVE THE. OR JO AAJ TAK HO RAHE HAI. ZAIDA NAH. ASIF ALI ZARDARI LIGHT KA MASLA HAL KAR DAY TO INKE BARE BAAT HO GE LAYIN IN SAY KUCH UMMED TO NHI KE JA SAKTE. VO KHATY HAIN NA K ACHY LOG JALDE CHALY JATY HAIN. VASAY HUM LOG JIS TARHA HAIN US TARHA HAMARY SADAR E.T.C HO GAY.
PHATAN, KARACHI Wednesday, September 10 2008
Jaab taak NA & PA meen Vadhree, Jageerdar, Sardaar etc attee rahhe jjaab taak ess mulk kaa kuch nahee hosaktaa den ba deen haam loog phechee ke taraf hee jatee rahengee. Aur aggar es mulq meen koye nayee taqaat ubhar rahee hee tu woh mediaa hee. Aur mediaa koo chahee keh woh apne zemedare hee theek tarah se nebahee nahee tu logo kaa us per see bhee etebaar uth jayee gaa
Mojiz Iqbal, Karachi Tuesday, September 02 2008
مجھے تو لگتا ہے کہ پاکستان میں پاکستان کی نہیں امریکہ کی حکومت ہے۔ جو کچھ بھی ہوتا ہے امریکہ کی مرضی پر ہوتا ہے۔ اس سے تو اچھا تھا یہ پاکستان آزاد ہی نہ ہوتا۔ ہم یونہی ظلم سہتے رہتے لیکن کوئی قانون تو ہوتا۔ اور ہم ترقی کر سکتے۔
Aamir Yousuf, Lahore Thursday, August 07 2008
I dont think so k is mulk ka kuch hoga q kay yahan saab pesay khanay main hi lagaye hain aur aik shehri ko us ka pura huq nahi mil raha yahan sirf sifarish say hi kam chalta hai elections hon ya nahi koi faraq nahi parta na yahan kay logon ko na hukumat walon ko yahan sab ko bas achi achi gariyan chahiye aur eyashi means hukumat walon ko aur woh yeh kar bhi rahy hain kitnay bomb blast hotay hain kisi ko koi faraq nahi par raha bas taziyat kar detay hain dekhaway kay liye koi inquiry nahi hoti aur police walay kha pi kar beth jatay hain sharam aani chahiye unhain apnay ap ko musalman kehtay hoye well elections ka hamari awaam par koi faraq nahi pary ga q kay hum agar kisi ko bhi vote dain baad main hamain hi bhugatna hoga k hum nay choose kia hai naa galti hamari hi ho jaye gi is Pakistan ka kuch nahi honay wala bas ALLAH say dua karni chahiye k saab ko salamat rakhay aur esay logon kay haath main mulk aaye jo esay sambhal sakay aur har aik ki zarorat puri ho saky mehngai kaam ho sakay AMEEN
Hafiza Ismat, Karachi Sunday, July 27 2008
aslamoalikum
bahio pehley to mein ye kehna chaun ga ke hum sab ko pehley apna ap ko bdalna ho ga hamaein Islam ke bataye hoye rasta pe chalna chaye jo hamein nabi pak (saw) ne 14 so sal pehley bta dea tha ab sawalye ha ke pakistan kahan ja raha ha pakistan apna ikhtatam ki traf ja rha ha jiss ke lia kai karor insnon ne apni jaan di thi ab iska ka zimadar kon ha ye har koi janta ha iss mein pakistan ko tabah karna wala log hain PPP zardari benazir zo mar gai aur bhutto jo phansi char gaya tha agar hum emational drama se bahar nikal jaien aur in sab ki history parhein to pata chalta ha ka inhon ne kia gullkhilaye tha aur pakistan ko kiss kiss tarha khaya tha ab hanmein chaiye ha ke ham mqm PPP musharaf ko chor ke pakistan ke bare mein sochain.NOTE agar kisi ko koi bat buri lagi ho to mafi chahta hun
mansoor, multan Wednesday, July 16 2008
میرے مطابق کوئی فرق نہیں پڑا ہے- بس وہی پرانی کہانی ہے
PERVAIZ, Peshawar Wednesday, July 02 2008
i think they will bring change, i hope so
wasim, oslo, norway Thursday, June 19 2008
mare khayal main election say koi faraq nahain pray gay hamare masayal ka hall en kay pas nahain darasal masayal k hall k laya hum sub ko as nation ALLAH k darbar ma mafi mangni chay.kyun k hum mujram hain jamia hafza k lal Masjid k un behno k jo her dam ALLAH TALLAH OR RASULLAH KA WERD kerty they. hum na un per pani band kaya hum na un per khana bund kaya hum na un per bijli bund ki. AJJ hum bijli khuraq aur pani k bohran ma gher gayw hain gen logon na us may jes jega hesa laya un ka muqam sub k samne hay DEKHO AGER DEDA-E-IBRAT NIGHA HO,YA ALLH HAMAY MAF FARMA.HUMARAY MUSAYAL HEL KAR DAY,AAMEEN.
Muhammad Haris Ijaz, Lahore Pakistan Friday, June 13 2008
pakistan ka kuch nahi ho sakta. koi rule nahi hai. kuch bhi karo paisa do masla hal. mein tu kehta hon jiska paisa us ka pakistan.
pervaiz, karachi Tuesday, June 10 2008
Whenever I talk about the rulers, alway one thought wander in the world of my mind, that "rulers teaches us how to be corrupt'' and we are what, what we thought by them. Alas! to say from the root till its end, every one is corrupt,and under this condition we can not get progress.
Sehrish qadir Gaad, Larkana Friday, June 06 2008
Mere khayal mein hamare mulk ki awam ko wo khushian naseeb nahin ho sakti jo un ka hak hai.Keunke jo bhi hukmran ate hain wo sirf apna mfad hi sochte hain chahe wo kisi bhi firke se ho.
yasir azmat , Al Madinah Al Munawarah Saturday, May 31 2008
میرا خیال ہے کہ پاکستان میں الیکشن کے بعد مہنگائی بہت حد تک بڑھ گئی ہے لیکن عوام نے اس مرتبہ سچے لوگوں کا ساتھ دیا اور چوروں لٹیروں سے اجتناب کیا۔
لیکن اب دیکھتے ہیں یہ لوگ اپنے وعدوں پر پورا اترتے ہیں یا نہیں؟
اب رہی بات میرے تبصرے کی میرا خیال ہے پاکستان میں اب انشا اللہ کافی حد تک تبدیلی آئے گی۔(آمین)
پتہ نہیں ہمارے پیارے ملک کو کس کی نظر لگ گئی۔
پاکستان! زندہ باد
Zain-ul-Abideen, Jhang Sadar Monday, May 19 2008
serf aik dectetor musharaf ki waga se adlia ke khlaf 3 nov ke ikdam ko sahi sabit karne ke liye is qadar mehgai ho rahi he.taake awam adlia ki bhali bhool kar apni preshani me lage rahe.
haris, karachi Sunday, May 18 2008
میرا ملک ترقی نہیں کرسکتا جب تک ایماندار لوگ نہیں آئیں گے
kiran, hyderabad Saturday, May 17 2008
hukumat kisi ki bhi ho awam ko sirf un ke masle haal karne ki liye ek insaan chaye.awam ko kisi party se koi lena dena nahi laiken jis tarha ye goverment kaam kar rahe hai is per awam ab tak mutmayeen nahi.
adliya ki zadi or media ke azadi se awam ko kuch lena dena nahi
awam ko sirf rozgaar,electricity,tahafuz,or mehngai se nijaat chaye .
danish, karachi Friday, May 16 2008
Displaying results 1-20 (of 60)
Page:1 - 2 - 3First « Back · Next » Last