Add Poetry

Yaad

Poet: mahi hoda ansari By: mahi hoda ansari, vns

Kuch Bechaini Hai Jo Mujh Par Chaai Hai
Chaino Sukoo Nahi Bas Tanhai Hai
Kuch Yaade Hai Jo Dil Se Jaati Nahi
Kuch Baate Hai Jo Baya Ki Jaati Nahi
Bada Hi Khali Sa Wajood Ho Gaya Hai
Khushiyo Ka Gharonda Na Jane Kaha Kho Gaya Hai
Ye Dhadkan Jab Chalti Hai Uski Yaad Ati Ha
Mere Khwabo Me Tasweere Unki Saaf Ati Hai
Ab Tak Ham Apne Hi Socho Se Door They
Jise Bhulna Tha Wo Meri Zindagi Mera Gurur They
Ek Chote Se Pal Me Wo Itne Khaas Ho Gaye
Meri Saase Meri Khushiya Mera Aagaz Ho Gaye
Unhe Nahi Khabar Ya Bane Bekhabar Hai
Meri Ankhe Unhe Dekhne Ko Besabar Hai
Aye Kaash Unki Yaad Me Pagal Hone Se Pahle Sudhar Jaye
Kahi Dhadkane Na Band Ho JayeJaye To Kidhar Jaye
Wo Jo Shakhs "Maahi"Hamse Bhi Zyada Khaas Hai
Aap HaiAap Hai Bas Aap Hai

Rate it:
Views: 339
19 Jun, 2017
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets