Add Poetry

Chand Ke Chandni

Poet: Akram Durrani By: Akram Durrani, California - USA

Osi Dam Khultay Hein Mere Sitaroon Ke Naseeb
Mayssar Ati Hey Unku Jis Lamha Jab Chandni Meri

Tu Ati He Tu Jal Uth Ta Hey Dil Mein Bhuja Hua Chiragh
Es Tar Haan Mansoob Meri Zaat Se Huti He Chandni Meri

Tu Meri Qismat Mein Nahi Kaise Khetay Hu Hal-E-Najoom Tum
Taqdeer Buland Anjum Ke Meri Likh Tee Hu Jab Chandni Meri

Waqt-E-Sahar Guzarta Hey Kathan Wo Lamhah Mujh Par
Be Noor Huta Chor Ke Chup Jati Hey Kahein Jab Chandni Meri

Bhatak Ti Reh Gaye He Galiyon Mein Sitaron Ke Meri Zindagi Sari
Safar Khtum Hu Mera Mujh Sey Mil Jaye Wahan Chandi Meri

Cheray Pay Mere Dagh Laga Mit Skata Hey Osee Lamha
Mathay Pe Baras Jaye Mere Noor Ke Tarhan Chandni Meri

Khof Shab-E-Chudvein Durrani Juban Pe Sir-E-Kayanat Hu Aur
Aisey Mein Nazr-E-Dunyan Kha Na Jaye Kahein Sari Chandni Meri
 

Rate it:
Views: 1825
18 Nov, 2014
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets