Add Poetry

Dosti

Poet: Azhar Sabri By: Azhar Sabri, New Delhi

Tamam Tazkirah Me Azeem Tajkirah Hai Dost Ka
Mano To Sabse Ohda Or Nirala Safar Hai Dost Ka

Dosti Me Har Sakhsee Pahlu Ka Zikra Kar Lete Hai Log
Itemade Itna Hai Ki Dil Se Qadar Karte Hai Dost Ka

Kabhi Tabit Karke Lagta Hai Zamane Me Kuchh Talaf Kiya
Milne Ke Baad Utna Hi Fikr Maloom Hota Hai Dost Ka

Kisi Ke Dosti Ka Tazkirah Jab Bhi Dekhta Hu Main
Guzastah Zamane Ka Manjar Nazar Ata Hai Dost Ka

Tumne To Dosti Ka Har Farz Kamil Ki Hai Azhar
Is Hayat-E Safar Me Hamesha Mutaffir Ho Dost Ka
 

Rate it:
Views: 663
12 Jun, 2014
Related Tags on Friendship Poetry
Load More Tags
More Friendship Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets