Add Poetry

Rukhsat Hutee Hoon Main

Poet: Akram Durrani By: Akram Durrani, California - USA

Kayee Saloon Ke Baad Jwaan Jab Hu Jati Hoon Main
Os Din Pee Ya Kay Ghar Sudhar Jati Hoon Main
Maan Kee Nasyhatoon Ka Tokra Kandhay Pe Rakh Kar Le Jati Hoon Main
Loot Ke Wapas Na Ana Phir Apni Qabar Khud Bunati Hoon Main
Whaan Ju Meri Maan Kabhi Bunti Nahi
Os Ke Beti Khelati Hoon Main
Larkay Larkyoon Se Naya Rishata Bunati Hoon Main
Behan Bun Tee Maghar Bhabi Kehlatee Hoon Main
Sab Keleye Apnay Hathoon Se Khana Pakati Hoon Main
Sab Ke Kahnay Ke Baad Akhir Me Khud Khati Hoon Main
Jis Kay Leye Ghar Bar Apna Chor Kay Jatee Hoon Main
Os Shakhash Ke Ghar Ku Kabhi Apna Nahi Pati Hoon Main
Waqt Ajeeb Tarhaan Se Kaat Tee Jati Hoon Main
Raat Ku Din Aur Din Ku Raat Ke Tarhaan Paati Hoon Main
Ek Din Khud Apni Hee Tareekh Doh Raah Tee Hoon Main
Jis Din Beti Kee Apnee Khud Maan Bun Jati Hoon Main
 

Rate it:
Views: 611
17 Feb, 2015
Related Tags on Life Poetry
Load More Tags
More Life Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets