Home » Blogs »

اسٹریٹ کرائم - کیا آپ بھی بنے نشانہ؟

موٹر سائیکل اور کار چوری کی وارداتوں میں اضافہ کے ساتھ ساتھ اب اسٹریٹ کرائم میں موبائل فون،خواتین سے ان کے قیمتی زیوارات اور پبلک بسوں میں سوار مسافروں سے ان کی قیمتی اشیاء چھینے جانے کی وارداتیں روز کا معمول بن چکی ہیں۔ خصوصاََ کراچی جیسے بڑے شہروں میں اس قسم کی وارداتوں میں روز بروز اضافہ دیکھنے میں آرہا ہے۔

سال 2010ء کے اعداد و شمار کے مطابق صرف کراچی میں 9 ہزار موبائل فون چھینے جانے اور 20 ہزار چوری کی وارداتیں ریکارڈ کی گئیں۔ یعنی ہر روز 80 شہری اپنے قیمتی موبائل فون سے محروم ہو جاتے ہیں۔ اس قسم کے واقعات سے متاثرہ شہری یقیناََ حکومتی انتظامیہ اور پولیس کی کارکردگی سے مایوس ہیں البتہ ہماری ویب کے اس فورم کے ذریعے آپ اپنی آپ بیتی قارئین تک پہنچا کر اپنے دل کی بھڑاس نکال سکتے ہیں اور اسکے ساتھ ساتھ دیگر شہریوں کی مدد بھی کرسکتے ہیں جو آپ کے ساتھ پیش آنے والے واقعے کے تناظر میں آئندہ اپنے لیے حفاظتی انتظامات کرسکیں۔

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
My son who was in search of job and trying to find out an office in defense phase 2. when he just came out of an office and sit on his motorcycle .he was blocked by two motor cycles and on pistil point asked to give everything which he has in his pocket, he gave them rs2500, but they insisted to give his id card . driving licence and all that which his wallet contains they will take or they will shoot him ,he handedover everything to them and he just saved himself.
jawaid, karachi Saturday, November 12 2011
کراچی کے حالات آج کل حد درجھ خراب ہو چکے ہیں۔ میں گلستان جوہر میں رہتا ہوں ایک دن اپنے بچوں کے ساتھ گھر کی گلی سے آ رہا تھا کہ اچانک دو موٹر سائیکل سوار اسلحے کے زور پر ہم سے نقدی اور موبائل چھین کے لے گئے میرے والٹ میں بہت ضروری کاغذات بھی تھے جن کے چوری ہونے کی وجہ سے ہمیں بہت پریشانی اٹھانا پڑی۔ اب لوگوں میں انسانیت نامی کوئی چیز نہیں رہی کہ کم سے کم عورتوں اور بچوں کا ہی لحاظ کر لیں۔ بہت دکھ ہوتا ہے اس ملک کے حالات دیکھ کر۔۔۔۔
imran, karachi Tuesday, February 01 2011
my name is naazir ahmed may gulshan e iqbal may rehta hon.ye kuch din pehlay ka wakia hay may gulistane jauher se safari coach may araha tha kalabod tak do pathan jo pehlay se bethay huay thay achanak uthay aur gun nikal kur sub ko kaha mobile aur apnay paisay sub nikal do aur aurton se jewelry bhi nikal wali meray pass mobile aur 10000 rupay jo manay atm se nikalay thay sub nikalwalia.aur anp walay kehtay hain k pathan yahan mazdori kurnay ai huay hain.
naazir, karachi Sunday, January 30 2011
اللہ تعالیٰ سب پہ رحم فرمائے
hafiz yasir, faisalabad Saturday, January 29 2011
main aik din gulistan.e.johar say apnay ghar jaa raha thaa k 3 log aai our mujhsay 1500 our e52 mobile cheen lia wahan par 2 police waalay bhi thay jub mainay un ko ye sub kuch bataya to who log daant dikha rahay thay ye hai hamarey police ab aap hi batao k aisey police k saath kia kia jaai..........
m zahid k, karachi Saturday, January 29 2011
Main aik din abasi hospital jaraha tha. Jab main apne gali ke corner main poncha to to moter cycle sawar nain mujeh rukne ko kaha jab main nahi ruka to mujeh T.T dikha ker mere 900/=
Or mera new mobile nokia 1650 mujse cheen liya . us ke bad se main kam qemat wala mobile use kerta ho .Ager pakistan main rehna hai to bhoke nange ki tarah raho
Alamgir, karachi Thursday, January 27 2011
POLICE KE WAJA SE SUB HORAHA HE.POLICE HAR JURAM KI BUNYAD HE.
khaki, LAHORE Thursday, January 27 2011
hifazat karna mushkil he lekin us ka haal bhi he hamry pyary nabi ke batai hoi bahut se duain he zindagi or moot tow Allah k hath hai 5 waqt namaz ka ahtamam kary or duain yad kejy phir dekhin koi aap ka kuch nai kar sakta Allah pak ke help aap ke sath ho ge jis ne hamaray pyary nabi or Allah pak ke baat mani us ka kadam par chaly koi bhi una ka baal baqi na kar paya sirf Allah pak par bharosa tha inshAllah yah kar k dekhin aap koi kunh bhi nahi kar sakta
vicky, pakistan Tuesday, January 25 2011
jasay ap kay amal hogay wasay he ap par hukmran musalat kaye jayeen gay.
azhar ali, lahore Tuesday, January 25 2011
IS SHAHAR MEN AMAN HONA CHAHIA OR MEN AMAN CHAHTA HUN .YAHAN SUB MIL JUL KAR RAHAN TO KITNA ACHA LAGA GA NA .THANK U
MOAZZAM, KARACHI Monday, January 24 2011
My dear brothers and sisters.Let us all think what is our position among the nations of the world .Are we respected or humiliated.When we land on foreign airports we are welcomed there or people look at us with suspicion.My countrymen living in humiliation is not the life worth living.And see we blame others.We hold others responsible for our short comings.True others do play their parts but it is our responsibility to protect ourselves from our enemies and as for as possible do not make them our enemies.My dear countrymen let us promise that we shall make this country of ours and our nation a great nation of 180 milli0n people .We shall not rest unless our nation is one of the greatest nations of the world.A Pakistan which lives in peace and wishes peace all over the world. Good luck.
A bdul Mannan, Karachi. Saturday, January 22 2011
hamare shahar zhob ka ek nojawan larka jo air port se liari lee market a raha tha us ko rok kar dako ne pestol nekali aur bola k jo hay wo sab do jab larke ne saman nahi dia to dako ne us ko goli mar de
abdul qader sherani, zhob Wednesday, January 19 2011
پاکستانی پولیس اصل دھشت گرد ھے۔ پاکستانی پولیس عوام کو مارتی ھے پولیس تو عوام کی مدد کے لیے ھوتی ھے
ali, china Wednesday, January 19 2011
Pakistani police doing this all actually real terrorist is Pakistani police i have to much sad for this Pakistani police should do good with Pakistani people i give u example for police is real terrorist in Pakistan remember in sialkot remember in Lahore remember in Islamabad remember in Karachi what police doing in this cities just beating Pakistani people...i don't want to say any thing just i want do say Pakistani police need to help Pakistani people etc,
ali, uk Wednesday, January 19 2011
ye bohut galat bat hai aur me ye kahon ga ke iss kam me chor wagera to hain hi par iss me police bhi 50% tak shareek hai to police ye kam khud kar rahi hai to phir chor aur dakoo wagera to bht dur ki bat hai so plz goverment ko chahiye ke wo kuch kare ya apna sit khali kar ke dosron ko moqa de agr wo khud nahi kar sakti kch to.
Abdul Basit, karachi Tuesday, January 18 2011
imran karachi!
main jamshed road par rehta hon kuch dino pehle main G3 main safar kar raha tha
driver ne purani sabzi mandi k qareeb bus roki to aik dakait bus main char gaya us ne
tt nikali aur sab ko kehne laga k jis k pas bi mobile payse hain foran nikaldo us ne 3 bandon k mobile le lye aur kuch payse bhi, wahan mene aik cheez note ki k conductor k
pas bi kafi sare note thay conductor us k sath hi khara hua tha lekin us ne conductor ko kuch nahin bola woh dakait jese hi bus se utra driver ne foran bus chala di bhion ye bus wale jo hote hain na yeh log bhi mile hue hote hain har jagha curruption hai is ka hal sirf aur sirf yeh hai k fauji operation hona chahye.
imran, karachi Monday, January 17 2011
اسلام علیکم!
جیسے تمھارے اعمال ہوں گے، ویسے تمھارے حکمران ہوں گے۔
محبت سب کیلئے، نفرت کسی سے نہیں
Arshad Mehmood Nasir, Bhera Monday, January 17 2011
ye sb zardari ki wajah se hai .......................agar ye sakhti rakhta police walo par to plice har jagah mojod hoti or is tarhan kisi ki himat nahi hoti kisi se kuch leny ki and .........jahan tk gharm me ghusny k sawal hai ...to ap logo ko chahiye apna ghar ka geat har wakt band kara kren kon ghus saky ga .............agar band hoga to .....and police to kuch b nahi krti bethi rehti hai or kabi kisi ko pakar lia us se paisy le lia ye hi kam hai un ka koi rakhwali nhi rakhty ..........Rangerz theek hoti hai ...........................
Komal, Karachi Friday, January 14 2011
Janab jo kuch ho raha hay yeh to ibtida hay agay agay daikhye hota hay kia. rahzane ab aik habit bun gaye hay. yeh kam koi roti kay leya nahe ho raha, yeh sub faltoo ayyasi kay leya hay. nojavan ko khurcha jismay dress, mobile, car or khass tor pur apni dost larki ko khussh kurney kay leya khurcha durkar hay. number 2 is kam mein ab hur taubqay kay log shamil hotay ja rahay hain. yeh kam sub say asan hay. bat yeh hay ka him nay khud jaraime paisha logon ko apnay uper sawar kur lia hay. iski rook tham khud kurney hogi or chultay phertay is kisam kay logon pur nazar rakhna hogi, mohallah ki satha per committee banane hogi, jisko ap jantay nahee road pur is say humkalam na hon. ghar may dakhil honay say phalay daikh lain kay koi ap kay pechay to nahee,
jamil, karachi Friday, January 14 2011
mera name rahmat khan hai meri ap se yeh gozaresh hai keh jeha be koe chor ap per humla kery to forren kesi kereebe police station per itla deya kery ager os k bad be koi karwae aamel mein nahe athe to jess ko ap neh vote deya hai os sey rabetha kero ager wo be koch nahe kery to ainda seh os ko vote math do
rahmat khan, quetta Thursday, January 13 2011
Displaying results 1-20 (of 35)
Page:1 - 2First « Back · Next » Last