Home » Blogs »



This survey is purely on scientific calculation basis, One vote is based on one person/PC.

کیا آپ کو آصف علی زرداری بحیثیت صدرِ پاکستان قبول ہیں؟


آصف علی زرداری صدرِ پاکستان بننے جا رہے ہیں٬ کیا آپ سمجھتے ہیں کہ وہ عوام سے کیے گئے روٹی٬ کپڑا اور مکان کے وعدہ کو پورا کر سکیں گے یا پھر وہ بھی صدارت حاصل کرنے کے بعد عوام کو بھول جائیں گے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
ہمیں زرداری کی شکل سے بھی نفرت ہے اور اس کی وجہ سے آج ہمارے پاکستان کے یہ حالات ہے
faisal jameel, larakana Tuesday, May 31 2011
میرے الله میرے پاکستان کو آصف زرداری سے بچا میرے پاکستان پر اپنا کرم عطا فرما یا الله زرداری سے پاکستان کو بچا یا الله زرداری سے پاکستان کو بچا
M.AFZAL, LARAKANA Tuesday, May 31 2011
SALAM.main asif zardari ko sadar manta hon. wo waqehi sadar k qabil hain.keyon k jis systam say wo pakistani awam ko chala rahey hain ye sab har kise k bas ke bat nahi.pakistani seyasi partyes ko chalana har kisi k bas ke bat nahi .har seyasi party ke koe qimat hay oor wo oss ko deyty hain. ye bat tu pakistani bachay bachay ko maloom hay k wo kia hain .han oor tu oor in k hawarion main media bhee shamil hay jo apny dukan chamkany k ley rozana ek naya tabsaroon say bhara program ley dealy seysi partyion ka vote bank kam zida karta hay. adliya bhee khamosh tamashi k kirdar ada kar rahi hay ,bas ham pakistani qoom inteyzar main hain k amrica chahay tu zardari sb say nijaat mil sakti hay oor dosray zardari ka intey zaar. laykin yadh rahay har cheez fani hay .salam zardari
faisal aziz, karachi Saturday, July 10 2010
NAHEE ASIF ZARDARI KO BAHASIAT SADAR NAHEE MANTAY Q K ASIF ACHA ADMI NAHEE HAI OR MUJAY YAKEEN HAI KAY AWAM MAIN SAY KOI BHEE USAY QABOOL NAHEE KARAY GA.........(THINK)
DREAM1435, KARACHI Monday, April 05 2010
assalam alikum.
may zyada kuch nae bolo ga kyun kay mujay zyada bolnay ki zarorat be nae kyun kay vote list kudh bata rae a jo may bolna chata hoon
MUSHARAF IS A BEST PERSON FOR PAKISTAN
I WANT & WISH MUSHARAF WILL BE BACK A CONTROL PAKISTAN
saqib, karachi Saturday, January 23 2010
AGAR KAHA JAI GHAR KA SARBRA SIRF MFAD PARAST HAI TO ISS KA SATH KON DAIGA BAZAHIR SUB DAINGAY KYUN K GHAR MAIN REHNA HAI LAIKEN KOI SARBRAH KI IZZAT NAI KARAY GA BAL K DAR KI WAJA SAY G HOOZOORI KARAY GA ............LAIKN ISS KAY BAD BHI WE LOVED OUR GOVERMENT....
FAIZA FAREED, karachi Wednesday, December 16 2009
80 feesad se ziada log jis ke khilaaf hain aur woh Pakistan ka Sadar hai,Kya yeh Pakistani jamhooriyat ka manfi pahloo nahin hai.Yeh jamhooruyat ki shikast hai.
Nihal Uddin Usmani, Lucknow Tuesday, September 29 2009
sadar banana wo deserve nai karta.
fahad, jhelum Monday, September 21 2009
i think zardari sahab pakistani qoum k sadar nahi ho sakte q k jis insan par sari zindagi ilzamat ki bharmar ho use koi kese apna leader muntakhib kr sakta he, koi case aisa nahi jis me ye involve na rahe ho, par han qimat in pe meharban rahi apni politics zati tor par bohat chamkai unho ne par ijtamai tor par total nakam hen n meri is raye se 87% log muttafiq he
waqas, karachi Thursday, August 13 2009
kaha jata hai k jis tarha ki awam hogi usi tarhan ka hukmaran hoga to shaid ye hamare gunahon ka nateeja hai k hamein aisa hukmran mila hai. agar hm khud ko sudhar lein to shaid ALLAH b hm pe karam kre aur hmare azab kam karde. ALLAH se har waqt toba karni chahiay q k hm dusron ko to bat kar lete hain magar apne amaal ki taraf nahi dkhte, so just keep in mind k ye insan hamare apne gunahon ka sila hai. Khuda us qom aur mulk ki haalat tab tak theek nahi karta jab tak wo qom khud sudharne ka irada na karle. Hamein khuda se mafi mangni chahiay, ta k wo ham pe reham kre. AMEEEN...
arooj malik, sialkot Thursday, July 30 2009
zardari sahab hum ko sadar menzor nahi. wo awam k liye roti kepra aur mekan delany ki bejay un sy un ka apna sub kuch chen rehay hay un per tex lega ker ur dosry kai aur tariqo say. wo gharib awam ko zinda mar dena chahety hay.aur khud gher mulki doro mein mesrof hay un ko is bat say kya k gharib ko khanay k liya roti milti hay k nahi.us k pas pehanny k liy kepray hay k nahi. ur wo rat kis terha ur kon say footpath per gozarta hay.
naveed , islamabad Tuesday, July 28 2009
pppp pakistan ki problems clear nahin kar sakti
Quasir sani, okara Wednesday, July 22 2009
Asif ali zardari is not a sincere person and he is not be able to be the president of Pakistan because he is interested in Money and only think about his own personal interests and he never think about Pakistani People. Love Bhutto and hate zardari
faizan, Karachi Saturday, July 11 2009
zardari sahab saddar k kabil nahi hay.chief justice ko saddar banaya jaye.plz
aadil, islamabad Friday, July 10 2009
asif ali zardari as a leader is not suitable. i think that he must be in his home not on the chair of SADDAR-E-PAKISTAN.at this time pakistan is needed for a sincere person,if pakistan will remains in the hand of zardaari he will destroy this country very badly.THINK ABOUT NOT FOR HIS BUT FOR PAKISTAN.
sumair najaf, karachi Wednesday, July 01 2009
ان حالات میں اگر زرداری قوم سے معافی مانگ لیں اور اپنے وعدے پورے کر دیں تو ہزار بار قبول ہیں اس لئے کہ توبہ تو اللہ کو بھی بہت پسند ہے۔ اس لیے وہ فوراً قوم سے معافی مانگیں اور اپنے وعدے پورے کریں۔ صرف اسی صورت میں ہی وہ ہمیں قبول ہونگیں۔
salman, sahiwal Wednesday, July 01 2009
jo baat zardari sahab k haq mai behter hoti hai us baat par zardari sahab jald faisla kr dete hain or jo baat awaam or kisi dosri party k haq mai hoti hai us faisle ko latka dete hain yan commety bana detay hai.
muhammad atif khan, lahore Saturday, June 27 2009
sallam, my friends, me ye kehna chahta hon asif zardari nihayet hi ghalat isan hai ye paksitan aur us ki awam ko bech de ga ye apne gaon me zaminno pe kabza ker ta hai
effi, karachi Monday, May 11 2009
salam dear pakistani awaam aur espically hamari web ko, Mr Zardari nain roti kapra aur makaan k wadain kiyain tay .lekin mujhain dar hai k wo roti kapra aur makaan k bajayain apnain awaam sain roti kapra aur makan aisa na ho k wo yain en sab sain wapis lain .ha agar aaj hamaray darmiyan benazir botto hoti may b wo yain sarain wadain pori kar sakti ti.kiyo is dafa hum nain aus k aankon main apnain awwam k liyain pyar dekha ta .mazi main jo b aus nain teek ya ghalat kiyain lekin ais dafa saach ban k pakistan aayi ti.
ajmal, malaysia Wednesday, April 29 2009
salam dear pakistani awaam ko aur hamariweb thanks alot.
asif ali zardari aabi pakistan k president hain ye hamaray pakistan ki badkismati samajta hon lekin ye hamari aapni bi ghalti hai k hum nain pakistan k liyain aik aisa person chuna jo k maazi k dour main zabardast kisam ka corrupt ha jo har chiz pain us ka tax lgata tha aaj bi moqa hain MR SADAR ZARDARI ko aaj taak us nain jo kiya hai apnain awam k saath aus k liyain maafi mangain aur jo jutain waday kiyain hain aus ko true saabit karain phir hamain kabool hain lekin wo aisa nahin karain gay bilkul 100%yakin hain mujain thats why i hate him.sorry mr zardari.
ajmal, malaysia Monday, April 27 2009
Displaying results 1-20 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last