Adopted child

(Muhammad Inaam, lahore)

1 September 1994 Subh 9 Baj Kar 45 Minut Ek Nayi Jan Es Dunya Ma Ati Ha. Har Tarf Khushi Ki Lahar Dhorti Ha, Fon Ki Ghanta Bajti Hn 'Aba G Mubarak Ho Ap Ek Dafa Pher Dada Ban Gaye Hn, Pota Hua Ha ' 'Payan (Bahi) Bata Hua Ha Tusi Chachu Ban Gay Ho' 'Sadiq Mubark Ho Yaar Bohet Bohet Mithayi Bhejwa Do Jaldi Jaldi'

Kuch Dino Bad Yh Fasla Hota Ha Ky Yh Bata Bary Bahi Ko Dy Dana Kew Ky Us Ki Olad Nahi Ha , Pher Esa Hi Hota Ha 45 Din Bad Ek Maa Apni Nanhi Jan Kis Or Ko Sonp Dati Ha. Un Kay Chahry Khil Uthty Hn Wo Us Bachy Ki Perwarish Bohet Ashy Sa Karty Hn Etny Ashy Ssa Ka Us Ky Saky Maa Baap Bhi Na Kar Sakty Ho Shayad. Us Ko Dunya Ki Har Khushi La Kay Dany Ki Koshesh Karty Hn. Waqat Guzarta Rahta Ha Akar Ek Din Wo ‘Maa’ Kahna Seakh Lata Ha Us Ka Us Ki Maa Jo Asal Ma Us Ki Tayi Ami Ha Khushi Ki Intiha Hoti Ha.

Waqat Ka Sath Sath Wo Bara Hota Rahta Ha Chalna Seakhta Ha Bolna Seakhta Ha Pher Us Bachy Ko School Ma Dhal Dia Jata Ha. Bacha Dunya Sa Bykhabar Bus Mama Mama Karta School Jata Ha, Pher Wo Bari Classes Ma Jata Ha, Sochta Ha Ka Ma Kitna Khush Kismet Hu Ky Ma Akala Hu Dusro Ka Mazak Urata Ha Ky Tmhary Etny Bahi Bhan Hn Dakho Ma Akala Hu Mughy Zayada Pocket Money Milti Ha

Pher Ek Din Us Ko Pata Chalta Ha Ky Us Ka Maa Baap Asli Nahi Han, Us Ky Paw Say Jasy Zameen Hi Nikal Jati Ha, Pher Us Ko Subha Sham Yahi Khayal Aty Rahty Hn Ka Yh Kia Ho Gaya Esa Kew Hoa . Sath Sath Us Ko Skon Bhi Hota Ha Ka Allah Na Us Ko Hard Life Sa Nikal Ka Skoon Ki Zindgi Di. Waqat Ka Sath Sath Us Ko Dusry Log Maa Bap Ka Khilaf Bharkany Lag Gay Taky Yh En Sa Du Ho Jay

Us Ki Zindgi Ek Tarha Sa Mit Si Gayi Us Ka Confidence Level Zero Ho Gaya, Kisi Sa Bat Nahi Kar Sakta Tha, Khushi To Jasy Us Ki Zindgi Sa Chali Gayi Thi. Waqat Guzarta Gaya Akhar Wo 20 Saal Ka Ho Gaya Ab Tak Us Ko Yh Samaj Nahi Aya Ka Hua Kia Ha, Depretion Na Us Ko Ghera Hua Tha, Apni Zindgi Sa Tang A Gaya Tha, Us Ko Lagta Tha Ky Jasy Sary Gam Usi Pa Hi Aty Han

Sath Sath Log Bhi Us Ko Bharkaty, 20 Saal Bad Us Ka Asli Maa Baap Ko Bhi Khayal Aya Ka Yh To Mari Olad Ha, Bhany Bhany Sa Apny Sath Karny Ka Sochny Lag Gay, Bat Na Bani To Direct Kahty Ka Hum Tumhary Waldan Hn. Sub Logo Na Us Ki Feeling Ka Sath Khala. Akhar Kar Us Ka Bap Na Dusro Ka Sath Mill Ka Apny Pass Lany Ma Kamyaab Ho Gaye

Jenho Na Us Ko Etni Mahnat Sa Pala Or Bara Ki Ashi Ash Gagha Parhaya, Rahny Ka Lea E Kasha Life Styal Dia Un Ko Kasy Chor Sakta Thaw Aha Rah Ka Bhi Un Ko Hi Yaad Karta Rahta
 

Muhammad Inaam
About the Author: Muhammad Inaam Read More Articles by Muhammad Inaam: 2 Articles with 1752 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.