|
|
Ameen, karachi 26 December, 2010, thanks palwisha aap 1 rukh dekhti hain or hum sab tarf dekty hain tb koi b baat ko keh ty hain. hope k Ameen sahab ki baat aap ko asani sy samjh aajai. or khud suchain serf itna hi man lia jai armi ny hamla kia ya saheed kia jaisa aap suchti hain, lakin msjeed main jahan islami taleem haseel karty hain wahan islah hona chai ta. islam k nam py aurtoon ko dhal banana kahan ka insaf hy?
|
|
By:
Rani,
karachi
on
Jan, 05 2011
|
|
|
|
|
|
|
|
Rashid Hasan, Karachi 31 December, 201, aap jaisy chuti soch k lug aapny ghar waloon k marny k wait karty hain. pakistan ka her fard meara hum watan hy. per aap jaisy lug hamesha gira hoa hi such sakty hain, acha sochny k lea soch b achi ho ni chaiyi. or Allah ny kary k meary ghar ka koi fard islam k manafi koi kam kary jo islam ko badnam kary na serf moslmanoo main balky puri dunyan main. or Allah k samny kaisy samna karoo gy ager islam k manafi hoa to.........
|
|
By:
Rani,
karachi
on
Jan, 05 2011
|
|
|
|
|
|
|
shukriya M.Z, Karachi aap ne parha or aap ko samaj agaya,,, darasl hum puri zindagi us adhay glass ko hi dektey rehty hian or sochty hian k yeh bhar q nahe jaata hy tu bas baat us nazar or us soch ki hay jo har kesi ko samaj nahe aa sakati hy.,,,, ALLAH pak sab par apni rehmat nazail faramain..... Asalam o alikum
|
|
By:
Azra ,
karachi
on
Jan, 04 2011
|
|
|
|
|
|
|
|
Ap sub aik hi baat kartay ho k ap k koi ni mara isly hm asi baat kartay ha to mujha ap log ye batao k jin k maray ha un k ghar walay kaha ha. ya jo molana k baray bhi jo naqab me bhagay tha wo q ni chief justis ko kahatay case chaly ab to perviz musharf ki goverment bhi ni ha aur ye goverment kahti ha case karo koi bhi hm sath daygay. q ni kartay. ap me se kisi ney ye comments diay k Lal masjid se larkiay uthali gaiy tu mere bhi kaha ha un k ghar walay ya lal masjid ki management jo abhi chala rahi ha. agar masjid k dusman hotay tu sirf aik hi bomb marna tha. or hamara koi marta tu hm khush hotay ka sahid howa ha ap ki tarah ni rooty ka mardiya is k matlab wo jahad ni tha.
|
|
By:
Farhan sheikh,
karachi
on
Jan, 04 2011
|
|
|
|
|
|
|
Miss Azra & M.Z, Karachi Maloom nahi Aap Log jhooton ka sath kyu day rahay hain.....mari koi lal masjid waloon say zati dushmini nahi hay...mugar aap dono aur unkay saaray hamdard bhool gay kay .... musharaf nay aur uss waqat bohat saray loogon nay unko bohat bohat samjaya ....kay ghunda gardi na karo ... tableeg say logon ko samjao .... mugar woo loog sirf bandook aur danday kii zaban jantay theay ....tamam waqayat tamaam media nay live dikhay thay aur un dono mulla bhaion kay interview bhi ... aur akhir tak samjaya gaya .....aap hatyar dall doo aur bahi aa jao hum aap koo kuch nahi karangay...sirf ghair mulki terrorist koo pakraingay.... mugar woo na manay ...... aur her her bat jhoot boltay rahay .....(aak jhoot yaha likh raha hoon !!! jab army nay operation shru nahi kia tha aur under say rocket fire hoa .... live phone call TV per dekhi aur mulla Azeez joo yea bool raha tha ander hamaray pass sirf 8KK licenced hain ...yea rocket under say kasay fire hoa..... too woo gabharay satpataya aur uski samaj nain nahi aaya meera jhoot to pakra gia.... tuu wo bola main abhi maloom karta hoon..... aasay bayshumar jhoot martay dam tak boltay rahay yea loog..... aap sub koo sharam aani chieay kay jis mulk kaa namak khatay hain uss say ghadari kartay hain ....
aak agar inn dono bhayoo azeez aur ghazi kii history dekhain tuu aap koo maloon hoo jayga kaa yea unn ki pahli harkat nahi hay .....yea dono pahlay 14 aug koo studiam main bhi hamla karnay walay thay aur unn ko gariftar kia gaya tha bhoot say hatyat kay saath..... phir aak maloon Zia kay maloon batay nay inn dashat gardoon koo apnay ham mazhab honay per aazad karaya...
Khanay kaba kay pash imam nay bhi inko phone per samjaya tha aur fatwa bhi dia tha ....... mugar yea loog woo sirf zulm karna jantay hain kab mantay!!!!!!
agar yea laal masjid walay itnay hii achay loog thay too unn maa baap joo apnay bachoo ko laynay undar gay tha uss koo gooli kyu mari tha jiss main aak baap usshi waqat mar gaya aur aak zaqmi halat main bahir aaya tha......media nay uss ka interview bataya tha main nay khood dekha tha usk pair main gooli lagi thi aur woo roo roo kar bool raha tha maray bachoon koo mujhay nahi day rahay ......
aap koo teay maloon zalim loogon kii harkatain nahi nazar aati joo unhoon nay operation kay bad bayan dia tha..... aab hum pooray mulk main suside bombing karaingay aur kar rahay hain hazroon loog baghuna shaeed koo chukay ....aap koo un say zara bhi hamdardi nahi????????????
agar yea pahr kar bhi aap loog samajtay hain laal masjid walay mazloom thay aur suside bommber jayaz hain (kyu kay yea uss ka reaction hay) tuu Allah aap say bohat jald hisab layga InshAllah
Main dubara iss bahooda Zalim loogon kay topic per comment nahi karna chata Kyu kay aap loog Haq say aankh ban kar laytay hoo aur sirf iss leay unn ka sath datay hoo kyu kar woo aap hay ham maslak hain....
Aur bhool gay hooo Hazrat Mohammad PBUH nay kaha tha joo zalim kaa sath day woo ushi main say hoga...(uska injam uss hii kay sath hoga)
|
|
By:
ameen,
karachi
on
Jan, 04 2011
|
|
|
|
|
|
|
waaah azra waaah kia kehne hain ap k... ap ka comment read kar k buhat acha laga.. lakn ye batain in logon ki samaj mai nai ayngi.. shayad us waqt samaj mai ajati jab lal masjid mai inka koi aziz shaheed howa hota.. or rani ka ye word lal masjid walon k lye intihaee dukh ka baees hai k UN K KARTOOT AISE THAY.. ASTAGFIRULLAH
|
|
By:
M.Z,
Karachi
on
Jan, 03 2011
|
|
|
|
|
|
|
ALLAH pak hum sab k haal par rehma farmin,,,,, or jahan tak baat hy Rani bibi farhan sahab ameen sahab Aurangzeb sahab u sahyad aap k dekhnay ka nazarya badal gaya hy ,,,, ALLAh pak aapko sahi rasat nazar anay ki tofiq ata farmain,,,,, dosri baat jo khuch hua lal masjeed wlaon k sath,,,, tu bat hay yeh hy bahi or behno islam main kesi ko manay ki ejazat nahe di cahahy kuch b hojaye tu mushraaf sahab ne q un logon ko marwaya????? hum india k sath muzakarat kar sakty hian ,,, america k talway chat sakaty hian,,,, dr abdul qadeer ko nazar band karwa sakaty han,,,,,, har taha ki khuli fahashi islam k naam par kar sakaty hian,,,, jhot geebat chori ilzam tarashi har tarha k fisq o fazoor mein mubtila hian,,,, tu aap yeh log kis tarah himayat kar sakaty hian muhsrad k us aqdaam ki jo sarasar na jaiz tha????? josh mein hosh ko nahe khona cahiye :) thura tajziya karin tu haar baat aeenay ki tarha saaf hay or aurangzeb sahab lagata hy aap lal masjeed k peechay ki ghar bana k bethay thay jo aapko aab haqiqat maloon kiya baat kar di sir aap ne? such nazar nahe aata aap logon ko tu tehqiq kijiye tak k asal haqayaq maloon ho sakain,,,, apny dilon ko itna b shakt mat kijiye k kal ko aap k bety or behhin marin tu aap ko roona tak na aaye insaniyaat k natay hi sahi magar aap logo ne ek baar b yeh nahe socha k waqi jaano par zulaam hua hy... lal masjeed sey kitny loogon ne goliyaan barsai k hamary police k afsaran halak huye hon? kitany logon ne mizle se attek kiya k islamabd tabah hogaya ho? kiya yeh bata nazar nahe atai? taaf hay aap logon ki soch ko or salam hy aap logon k qaloob ko.....
|
|
By:
Azra Khan,
Karachi
on
Jan, 02 2011
|
|
|
|
|
|
|
| آپ کی نظر نے جو دیکھیا الله ہم سب پر رحم کرے |
|
|
By:
rana,
karachi
on
Jan, 01 2011
|
|
|
|
|
|
|
| فرحان صاحب آپ تو ایسا کہہ رہے ہیں جیسا کہ آپ وہاں موجود تھے، بھائی آپ نے تو صرف وہی دیکھا ہوگا جو کہ میڈیا نے آپ کو دکھایا تھا۔ بھائی اگر مشرف چاہتا تو ہی بھی ہو سکتا تھا کہ بغیر ایک گولی چلے سب کو گرفتار کر لیا جاتا۔ پھر دودھ کا دودھ اور پانی کا پانی ہو جاتا۔ مشرف نے ان سب کو ہلاک کرنا ہی ضروری کیوں سمجھا۔ بھائی ہی سب آپ کے آقا امریکہ کے اشارے پر ہوا ہے۔ اور ذرا یہ بتایئے کہ لال مسجد میں اسلحہ آیا کہاں سے؟ کیا اسلام آباد کسی کی مرضی سے کو پرندہ پر بھی مار سکتا ہے؟؟ |
|
|
By:
Rashid Hasan,
Karachi
on
Dec, 31 2010
|
|
|
|
|
|
|
|
hafiz sb jab us waqat ki goverment ne specialy jab Ijazul haq ne kaha tha ka jo unauthorizes jaga hum ne tori ha us ko waps banadaygay aur lease bhi karday gay phir un ko waqat bhi diay ka Slender kardo lakin wo to kahrah tha hum ko aur hamaray sathyo ko janay do agar perviz musharf ne sub ko marna hota tu aik mizzle hi kafi tha aur us waqat us k koi kuch nhi bigar sakta tha lakin us ne sirf un terrorist ko marna tha jo apni hukumat chatay tha.
|
|
By:
Farhan sheikh,
karachi
on
Dec, 31 2010
|
|
|
|
|
|
|
رانی صاحبہ زرا ہی سوچئیے کہ اگر اس سانحہ میں آپ کا بھائی، آپ کے والد محترم ہلاک ہوتے اور آپ حکومت کے خلاف آواز اٹھاتیں یا اپنے رشتے داروں کے حق میں کوئی کالم لکھتیں تو کیا ہی بھی اسلام کے نام پر سیاست کرنا ہوتی۔ میرا خیال ہے ہمیں اس سر زمین پاک پر ہر ہونے والی ذیادتی کی مخالفت کرنے چاہیئے۔ سنا ہے کہ قبر کا حال تو مردہ ہی جانتا ہے، ان لوگوں سے پوچھو جو اس واقع سے یتیم، بیواہ اور بے اولاد ہوئے ہیں۔ اگر آپ ان سے مل لیں گی تو ایسے ظالمانہ اقدام کی حمایت نہیں کرینگی، خصوصاً ایک عورت کی حیثیت سے۔۔۔۔ |
|
|
By:
Rashid Hasan,
Karachi
on
Dec, 31 2010
|
|
|
|
|
|
|
|
Farhan sheikh aap jzbati baten kr rahy hen... kia Dunya ka nam nihad Qanon is baat ki ijazat deta hy istarha zulm krny ki jo lal masjid me howa... ??? har giz nahii... kia wo insan nahi thy..
|
|
By:
hafiz,
Sheikhupura
on
Dec, 30 2010
|
|
|
|
|
|
|
rani, karachi 30 December, 2010 Ameen, Karachi 28 December, 2010 ......امین بھائی میں کون ھوتا ھوں .. نمازوں اور عباھات کے بارے میں پوچھنے والا.... بے شک پوچھے گا وھی جو میرا آپ کا اور ھم سب کا رب ھے۔۔ھم نے تو آئینہ دکھایا اور آپ برا مان گئے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ |
|
|
By:
MOBEEN KHAN,
UAE
on
Dec, 30 2010
|
|
|
|
|
|
|
|
Mobeen tumhain izat ras nahin, meari namazy or nakinyun giny waly tum hoty kon hoo? phly apna qibla dorost karoo. meari lal masjeed waloon sy zati koi doshmani nahin ti na hy balky wo lug islam k nam pakistan ko islam ko bad nam kar rahy ty. asslahy ka kia kam masjeeed main, per yi bat pary likhy or ba shaor lug hi samjh sakty hain.
|
|
By:
rani,
karachi
on
Dec, 30 2010
|
|
|
|
|
|
|
|
lal masjid walay ab jahad q ni kartay kaha gay jahad thanda hogay or agar thanda hona tha to garam q kiay tha.
|
|
By:
Farhan sheikh,
karachi
on
Dec, 30 2010
|
|
|
|
|
|
|
|
munawar qureshi from karachi main aap say umeed karta hoon agar aap ko koi qatil ya suicider mila tou aap usay phoolon ka haar pehnain gay kyoun hain tou woh aap kay apnay hi mulk kay na.
|
|
By:
aurangzeb,
lahore
on
Dec, 29 2010
|
|
|
|
|
|
|
|
log lal masjid walon ka asal roop nahin jantay isi liyeh in ki himayat main boltay hain
|
|
By:
aurangzeb,
lahore
on
Dec, 29 2010
|
|
|
|
|
|
|
Mr Mobeen Khan .........I dont know who is rani......Mugar aap dono kii conversation phar kar aak bath to khonga....... AAk Naqi to Rani nay kii hay.....Woh yea ka Zalim ko zalim bola...... Allah kaa khof karo...... tum kon hotay hoo doosron kii nakion kaa hisab poochnay walay????? agar main tum say yea poochon kay Tum nay jitni namaz phari quran phara aur rozay rakhay...kya zalim kaa saath day kar... Allah nay tumhari ibadat khabool kii ya tumharay moon per mar dii??????
Allah kaa khoof karo aur kisi kii ibadat kay baray main sawal poochna tumhara kam nahi Allah kaa kam hay?????
|
|
By:
Ameen,
Karachi
on
Dec, 28 2010
|
|
|
|
|
|
|
munawar qurashi, karachi 29 November, 2010 Lal masjeed waly k khud k kartot aisy ty islam k nam py dhaba ty. is lea yi sab hoa puri dunyan main aisy hi lugun ny islam ko badnam kar dia hy. dunyan k kise mazhab main aaapny mazhab sy khelwar nahin kia jata, or na koi kary ga. jo aise saza mily. Lal msjeed waloon ny islam k nam py muslamanoo ko pakistan ko badnam kar dia ta. Rani, karachi 06 December, 2010
صبح سے آپ جناب نے کتنی نمازیں پڑھی ھیں رانی صاحبہ جو آپ کہہ رھی ھیں اسلام کے نام پر دھبہ تھے یہ لوگ کتنا پردے کا خیال رکھتی ھیں آپ جو کہہ رھی ھو کی اسلام کے نام پر دھبہ تھے یہ لوگ آخری بار کب قرآن شریف کو ھاتھ لگایا تھا۔۔۔۔۔۔ یاد ھے کیا جو کہہ رھی ھو کہ اسلام کے نام پر دھبہ ھیں یہ لوگ کتنا خدا کی یاد میں وقت گزارتی ھو جو کہہ رھی ھو کہ اسلام کے نام پر دھبہ ھیں یہ لوگ اپنے پورے دن کی کوئی ایک نیکی یاد ھے اگر کسی کے ساتھ کی ھے اور کہہ رھی ھو اسلام کے نام پر دھبہ ھیں یہ لوگ |
|
|
By:
MOBEEN KHAN,
UAE
on
Dec, 28 2010
|
|
|
|
|
|
|
palwisha aap rani ko too sakhat dil honay ka bool rahay hain..... main aap say poochta hoon.. aap Allah say kyu nahi dartay .... aur unn loogon ki himayat kartay hain .... joo islam kii ghalat picture poori dunya koo dekha rahay hain hay ((Islam dandoo aur bundooq kay zoor say chalta hay))
Inn laal masjid waloon nay Islam kii joo ghalat tarjumani kii aur islam kaa mazaq banaya... aur har baat per jhoot boola aakhir tak ((saaray jhoot media main mojood hain))....inko dunya main iss islam dushmini kaa inko thoori say saza to milli.... akhrat main Allah inko poora hisab karaygaa.......
Aur aap koo inn kay bachay hoay shatan aur fitna parast loog nazar nahi aatay koo aaj tak hazaroon nihatay loogon kooo bam say udda chukay hain aur fakhar say kehtay hain yea laal masjid kaa reaction (badla) hay.... (inn lal masjid waloon nay army & shula karanay waloon per bandooq tani thi too army nay hamla kia aur inko anjaam tak poonchaya .... tuu aap boltay hain army zalim hay .... main aap say poochta hoon .....inn hazaroon loogon nay koon saa bandooq uthi thi joo iss laal operation kar badla main suside bom kaa shaqar hoay)?????
|
|
By:
ameen,
karachi
on
Dec, 26 2010
|
|
|
|
|