Janghjuu (Warrior) Sultaan Episode 11

(HuKhaN, Karachi)

HuKhaN

Raat Kay Akhree Pehar Agh Kay Alow Bujhtay Bujhtay Ubh Khamosh Hu Chukay Thay Chinghariaan Rakh Mein Bdalna Shuro Hu Gein Thein,,,Ubh Serf Safaied Barf Ki Roshni Reh Gaee Thee,,,,Ghoray Khud Apnay Hee Tapun Ki Awaaz Sun Kay Ubh Ahista Ahista Agay Bar Rahay Thay,,,,,Ubh Hamla Awar 3 Tolion Mein Butt Gaye Thay,,,,,Raat Ki Khamoshi Mein Bee Khoon Ki Boo Rachee Huee Thee,,,,Sardhi Mein Bee Jisam Asay Garam Hu Rahay Thay Jasay Un Kay Andar Agh Nay Paraow Daal Rkha Hu,,,,,Achanak Zameen Say,,Asmaan Say ,,Har Traf Se Kuch Logh Asay Utray Jasay,,Barf Nay Insaan Kay Golay Barsanaa Shuro Kar Diye Hun,,,,,Serf Talwarun Ki Chamak Nay Mosa Ki Abadee Ko Roshan Saa Kar Diya,,,, Insaani,Dahr Gohrou Par Reh Gaye Aur Serf Zameen Sar Say Asay Bhar Gaiee Jasay Iss Dafa Mosa Kay Loghun Nay Insani Saroun Ki Fasal Lgaee Hu Har Soo Cheekhein ,,,Ghurahuton Ki Awazein Reh Gein Hun,,,,Akhree Dastay Nay Ju Pechay Reh Gia Tha Hathiyaar Daal Diye,,,,Apni Jaan Ki Amman Manghnay Lagay ,,,,Unhein Ilm Hu Gia Tha Wo Shikaari Nahi Shikaar Hein,,,,Anan Fanan Lashun Ko Garhun(Pits) Kay Hawalay Kar Diya Gia,,,Lamhun Mein Bhut See Zendeghin Ju Kuch Deir Pehlay Sharabh Kay Nashay Mein Choor Thay Ubh Shrabh Milay Lahu Mein Tar Ba Tar Thay,,,,,Sultaan Ahmed Farooq Ki Talwarein Lahu Se Asay Tar Thein Jasay Ajh Un Ki Piaas Bujhanay Ka Din Hu Shabh Khoon Marnay Walay Shabh Mein Hee Shikaar Hu Chalay Thay Suabh Ka Sorajh Un Kay Naseeb Mein Nahi Tha,,,,,,Hathiyaar Dalnay Walay Loghun Mein 2 Sipahee Bach Gaye Baqi Ju Mosa Kay Khilaf Jang Mein Shareek Thay Mout Ki Saza Suna Kay Jahanum Mein Behjh Diya Gia,,,,Zakhmee Apna Elajh Karwanay Mein Mashghool Hu Gaye ,,,,Unhein Zakhmun Ka Koi Ilm Hee Naa Tha,,,Dushman ,,,Ki Haraam Mout Nay Unhein Asa Jazba De Diya Tha Kay Zakham Bay Mani Se Hu Gaye Thay,,,,,Lamhun Mein Khnadaq Mein Mojudh Mosa Kay Bachay Ju Khel Mein Mashghool Bachay Apnay Ghar Ko Chal Diye,,Mosa Waloun Ko Apnay Sultaan Par Naaz Tha,,,,Mosa Nay Dusman Ki Talwarein Aur Ghoray Apnay Sipahion Kay Hawalay Kar Diye Sultaan Kay Ek Dastay Nay Laraiee Mein Bilkul Bee Hisaa Na Liya Tha,,,,Ubh Wo Maal E Ghanimat Ko Samaetnay Mein Lagh Gaye Thay,,,,,,,,Sultaan Nay,,,Masjid Ka Rukh Kiya,,,Talwaroun Say Zehar Huta Laina ,,,,,Zila Nay ,,Asbaat Mein Sar Hilaya,,,,Sultaan Ki Ankhun Kay Samnay Mosa Kay Loghun Kay Jalay Huay Ghar Aur Masoom Lashein Aa Gein Jin Ka Koi Qasoor Na Tha Sewaye Kay Wo Logh Mosa Walay Thay,,,,,(Jaree Hay)

HuKhaN
About the Author: HuKhaN Read More Articles by HuKhaN: 1124 Articles with 1193087 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.