janghjuu (WARRIOR) SULTAAN episode 9

(HuKhaN, Karachi)

HuKhaN

Ajh Raat Bahut Sardh Thee Serf Har Soo Bikhree Barf Kici Safaid Chadar Ki Tra Chamak Rahee Thee,,,Kici Bee Time Asmaan Say Barf Ger Saktee Thee,,,,,Sultaan Gahree Soch Mein Gumm Tha,,,,Us Kay Samnay Kahwa Thanda Par Gia Tha ,,,,,Mahool Par Sakoot Saa Taree Tha,,,,Koi Kuch Nahi Bolna Chah Raha Tha Har Koi Mutazir Tha Kay Sultaan Kab Apni Sochun Say Wapis Lout Kay Ata Hay Raat Apnay Pehlay Pehar Mein Dakhil Hu Chuckee Thee,,,,Sultaan Nay Kahwaa Ka Piyala Utha Kay Apnay Hountoun Say Laga Lia,,,,,Thanday Kahway Nay Uss Kay Chahray Par Fiqar Kay Sath Na Pasandedghi Kay Tasuraat Ubhar Diye ,,,,,,,Zila Nay Agay Bahr Kay Piala Sultaan Kay Hath Say Lay Liya,Jhat Se Wo Ghaeib Hu Gai,,,,,Sultaan Kay Iss Hall Numa Kamray Mein Loghun Ka Hajoom Tha Bas Ghroun Mein Serf Bachay Aur Un Ki Maaein Thein ,,,,Mosa Ka Har Fard Iss Hall Mein Mojudh Tha ,,,Lakree Ko Agh Mein Daal Kay Agh Ko Nai Taqat Dee Gai,,,,,Jis Say Hall Mein Rehna Mumkin Hu Raha Tha,,,,,Sultaan Nay Sab Loghun Par Ek Nigah Daali,,,,,Us Kay Daein Baein Farooq Aur Ahmed Mojhudh Thay,,,,,Sultaan Apni Nishast Say Khara Hu Gia,,,,,Uss Ki Awaaz Ki Garajh Nay Sab Ko Us Ki Janib Matwajhu Kar Diya Tha,,,,,Ajh Mosam Bahut Khrabh Hay,,,,,,Mein Bajhi Khan Ko Achi Tra Janta Hun Hu Akta Ajh Raat Wo Humraya Diye Huay Zakham Ka Hisabh Zror Lay Gay Aur Jabh Mosam Shadeed Hu Ga Wo Usi Waqt Hee Yahan Aye Ga ,,,,,Uss Kay ,,,,,Ana Walay Sipahion Kay Liye Zendeghi Kam Kar Kay Humein Un Ko Iss Mosam Ki Shidat Say Azaad Karna Hay,,,Ye,,,,,Budli Wo Raat Kay Akhree Pehar Hee Kray Ga Meri Itlaa Hay Kay Humla Awar Shabh Khoon Maar Kay Lout Jana Chahtay Hein Un Ki Tadaad Zayda Na Hu Gee,,,,,,Mujay Wo Jawaan Chaiye Ju Ghalt Check Posts Par Ajh Raat Alaaow Jala Saktay Hein,,,,,Aurtein Bachay Bohray Nai Khandaq Mein Ajh Raat Guzarein Gay ,,,,Khuraak Laibaas Bachun Ki Chand Asay Khelnay Kay Samaan Khilonay Sath Lay Jaein Jin Say Wo Magan Hu Jaein ,,,Khandaq Kay Munh Ko Chupa Diya Jaye Ga ,,,,Code Kay Bina Koi Bee Khandaq Kay Oper Kici Bee Kisam Ki Harkaat Ka Jawaab Nahi De Ga Han Code Samajh Mein Aa Janay Kay Baad Ap Logh Andar Say Baher Aa Jana ,,,,,Baqi Kia Karna Hay Mein Nay Baba Sarghaam Ko Samjha Diya Hay Ye Hee Aap Ka Khandaq Mein Ameer Hu Ga,,,,,Ajh Raat Akhree Pehar Humla Hu Sakta Hay,,,,,Wo Ghlat Jgah Jalnay Walay Alow Par Pehlay Humlaa Karein Gay ,,,Har Alaow Kay Aas Paas Humray 15 Jawaan Chuphay Hun Gay,,,,,Hum 7 Jagahun Par Mojhud Hun Gay,,,,Hum Iss Ki Drill Kar Chukay,,,,,Bas,,,45 Loghun Ka Dasta Jabh Tak Mein Na Kahun Apni Jgah Nahi Choray Ga ,,,,,,Jabh Tak Unhein Hukam Na Hu,,,,,Sun Lo Meray Loghu,,,,,,,,,,,Mout Bar Haq Hay,,,,Magar Apni Jaan Maal Izat Mazhabh Ki Hifazat Kay Liye Mar Jana Shahadat,,,,,,,,,Aur,,,,Shaheed Kabi Bee Maraa Nahi Kartay,,,,Mujhay Yaqeen Hay Buzdil Dushman Humein Ghafil Samajh Kay Ajh Kay Khrabh Mosam Ka Saharaa Lay Ga( Jaree Hay)

HuKhaN
About the Author: HuKhaN Read More Articles by HuKhaN: 1124 Articles with 1189822 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.