janghjuu (WARRIOR) SULTAAN episode 5

(HuKhaN, Karachi)

HuKhaN

Raat Kay 3 Bajhay Sardee Raghun Mein Khoon Jamaa Rahee Thee,,,,,Har Soo Safaied Barf Ki Chadar Bichee Huee Thee ,,,,,,Mosa Ki Sab Se Ounchee Aur Mushkil,,,,,Check Post Par Sultaan ,,,Cutee Huee Unghlee Kay Dard Ki Shidat Se Neend Aur Araam Se Kosun Door Tha,,,,,,,,,,Dourr Qabristaan,,,,Mein Uss Nay Apnay Qom Ki Taza Qabrun Ki Miti Ki Khushbu Ko Songhnay Ki Koshish Ki,,,,,Wahan Uss Bv Bachay Aur Maa Baap ,,,,,,Bee Thay,,,,,Uss Ka Lahu Raghun Mein Andhee Ban Kay Dournay Laga Tha,,,,,,Uss Kay Chahray Par Badlay,Inteqaam Ki Shidat Nay Sardee,,,Dard Ko Kahein Dourr Bhghaa Diya Tha,,,,Talwaar Kay Dastay Par Uss Ki Grift ,,,,,,,,,,,Fouladee Hu Gaee Thee,,,,Sultaan,,,,,Ya Koi Bee Check Post Ki Duty Par Mamoor Sipahee Na Tu Tambacho Jala Kay Pee Sakta Tha,,Na,,,Hee,,,,,,Agh Jalaa Sakta Tha,,,,,,,Wo Iss Waqt Halat E Jangh Mein Thay ,,,,,,,,Kici Be Kisam Ka Risk Nahi Lay Saktay Thay,,,,,,,,,,,,Sultaan Apnay Khandaan Ki Tabahee Kay Gham Ko Dostun Ki Amad Kay Baad Qadray Pursakoon Hu Chala Tha Wp Apnay Inteqaam Ko Apni Kamzori Nahi Taqat Banana Chahta Tha,,,,,,Sultaan Ko Halki See Ahat Mehsoos Huee ,,,Jasay Koi Ass Pas Mojhudh Hu,,,Sultaan ,,,,,,Nay Talwaar Par Apni Grift Mazboot Kar Lee,,,,,Wo Ghoom Kay Anay Wali Ahat Kay Pechay Ghoom Gia,,,,,,,,,,,,Ek Saya Sa Uss Say Zara Saa Dourr Tha,,,,,,,,,Uss Nay Lapak Kay Hamla Awar Ko Qabu Kar Liya Bijli See Phurtee Say,,,,,Wo Us Ki Grift Mein Tha Uss Ki Talwaar Anay Walay Dushman Ki Gardan Par Thee,,,,,Sultaan,,,,Ko,,,,Zila Ki Uljhee See Awaaz Ayee,,,,,,,,,,,Sultaan Ek Jhatkay Se Pechay Hut Gia,,,,,,,Hairat Se Kahaa,,,Tum Yahan Iss Waqt,,,,,Zila Ju Kay 25 Salaa Dusheeza Thee,,,,,Dosray Lamhay,,,,Uss Nay Kahwaa Aur Chawal Ki Roghni Rotee Sultaan Kay Hath Mein Thama Dee,,,,Sultaan Kay Hath Ki Cutee Hui Unghli Ki Marham Patee Nay Sultaan Ko,,,,Thoray Se Dard Kay Baad ,,,,,Rahat Ka Ehsaas De Diya,,,,Meray Baqi Logh Bee Tu Post Par Hein ,,,,,,,,,,Zila Nay Ghusay Se Kahaa,,,,Wahan Baba Aur Bahi Gaye Hein,Mery Hisay Mein Tum Iss Cutee Huee Unghli Ki Waja Se Aye Hu,,,,Wesay Bee Tum Mein Wo Dilkashee Nahi Rahee Ju Zilla Ko Kuch Aur Sochnay Par Majhboor Karay,,,,,Sultaan Nay,,,,,,Zila Ki Baat Suni Unsuni Kar Dee,,,Sultaan Bola,,,,,Jabh Tak Meri Qom Mein Asay Logh Hein,,,,,Hum Mar Tu Saktein Hein Magar,,,,,,Haar Nahi Saktay,,,,,,(Jaree Hay)A

HuKhaN
About the Author: HuKhaN Read More Articles by HuKhaN: 1124 Articles with 1195288 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.