Janghjuu (WARRIOR) SULTAAN Episode 2

(HuKhaN, Karachi)

HuKhaN

Mosa Sultan Ek Naam Tha Jis Kay Pechay Ek Tareekh Thee Ek Dastaan Jis Ka Ek Ek Haraf Khoon Se Likha Gia Tha ,,,,,,Khoon Bee Asa Ju Bay Zuban Cut Janay Par Bee Haq Bolta Tha Ju Bazo Cut Janay Par Bee Kamzoor Aur Be Saharay Ka Sahara Banta Tha Jis Mein Wafa Thee Shaheed Thay Ghazi Thay Ye Pusht Dar Pusht Se Mosa Khalatay Thay,,,,Hawa Bee In Kay Elaqay Se Soch Samajh Kay Guzartee Thee,,,,Sab Be Deen Taqatein Akhatee Hu Gein Thein,,,,,,,,,Mosa Qabilay Kay Muthee Bhar Zameer Faroshun Ki Waja Say In Kay Meelon Phalay Huay Qabail Simat Kay Ek Jagah Mehsoor Hu Gaye Thay Zuhar Ki Namaaz Se Faright Hunay Kay Baad,,,,Zakhmion Kay Liye Har Tara Ki Mumkin Madad Faraham Karnay Ki Koshish Karnay Kay Baad Aurtoun Bachun Aur Borhun Ko Mehfooz Panagah Ki Soch Bchaar Shuro Kar De Gaee Thee,,,,Mosa Sultan Apnay Zakhmun Se Be Parwa Sa Har Tara Say Apnay Loghun Ki Madad Aur Pher Say Zindeghi Ko Rawaa Dawaa Karnay Ki Fiqar Mein Laga Hua Tha Har Taraf Khamoshi Sogh Saa Tha,,,,Shaam Ko Du Bachay Lakree Ki Talwaarun Say Gaon Kay Maidaan Mein Lar Rahay Thay Unn Ko Khelta Dekh Kay Sultan Ki Ankhein Bheegh Se Gein,,,,,,,,Uss Ka Khoon Iss Kay Loghun Kay Khoon Mein Bahaa Tha,,,,,,,,,,,,Uss Kay 70 Sala Bohray Mosa Jabir Nay Panahgah Ki Taraf Janay Kay Bajaye Bahut Se Dusmanu Ko Jahanum Wasil Kia Tha........Jabh Talwaar Tot Gaee Bazoo Cut Gaye Tu,,,,,,,,,,,Uss Nay Sar Dushman Kay Hawalay Kar Diya,,,,,,,Dushman Nay Jangh Mein Sab Jaiez Kay Maqolay Par Amal Kiya Aur Borhun Bachun Aurtoun Bemaarun Kici Ko Bee Nahi Bakhsha,,,,,Dushman Bahut Kamina Hay Sultan,,,,,,,,,,,,Humein Uss Ki Aghlee Chaal Ko Usi Kay Demagh Se Hee Sochna Hu Ga,,,,,,,,,,,,,,Agar,,,,Tumhara,,Saya Bee Hum Se Chin Gia Tu,,,,,,,,,Sultan Nay Hath Utha Kay,,,,,,,,,,,Apnay Sab Se Aziz Aqal Mand Dost Ahmed Ko Khamosh Karwa Diya Wo Umar Mein Mosa Se Bahut Chota Tha,,,Magar Poray Qabilay Mein Ahmed Sa Zeerak Koi Na Tha,,,,,,,,,,,Sultaan Nay Ahmed Ko Dekha Uss Kay Chahray Par Bala Ka Khuf Magar Ankhun Mein Umeed Thee,,,,,,,,,,,,Wo Janta Tha ,,,,,,,,Mein Hee Uss Ki Ankhun Ki Umeed Hun,,,,,,,,,,,,Ahmed,,,,,,Yahan Ka Ek Ek Bacha Sultaan Hay,,,,,,,,,,,,,,Ek Ek Maa Shaeed Ki Maa Hay,,,,,,,,,,,,,,,,,Ye Sab Dushman Kay Liye Bahut Jald Abaabeel Ban Jaein Gay,,,,Samnay Say Arab Poet Farhad ,,,,,,,Aya,,,,Wo Atay Hee Sultan Se Lipat Gia,,,,,,,,,,,Us Ki Hichkee Bandh Gaee,,,,,,Sultaan Nay Farhaad Ki Qamar Thapthapaee ,,,,,,,,,,,Farhad ,,Mard ,,,,,,Roya Nahi Kartay,,,,,,,,,,,,,,Farhad Nay Sultaan Kay Hath Ko Choom Lia,,,,,,,,,,Ye Khushi Kay Ansoo Hein,,,,,,,,,,,,,,,Khuda Humein Barbaad Nahi Karna Chahta,,,Werna,,,,,,,,,,,,,Tum Humaray Darmiyaan Nahi,,,,,,,,,,Hutay,,,,,Iss Kay Baad Bahut See Chandi ,,,,,,,Sultan Kay Qadmoun Mein Daal Dee,,,,,,,Khushhi Se Kahaa,,,,,,,Ye Meri Taraf Se(Jaree Hay)

HuKhaN
About the Author: HuKhaN Read More Articles by HuKhaN: 1124 Articles with 1189986 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.