Valentine Day Aur Hum

(HuKhaN, Karachi)

Gorun Nay Ek Naiee Musibat Ejaadh Ki Hay Bas Feb Ki 14 Ki Date Atay Hee Qom Ko Loveria Hunay Laghta Hay,,,,,,,Gora Ek Masroof Qisam Ki Qom Hay Isi Liye Uss Nay Behan,Bahi,,Bv,,,,Husband,,,,,,,,,Ammi,,Abbu,,,,Piar,,,,Nafrat,,,Jangh,,,,,,Baimaani Har Chese Kay Din Muqarir Kar Rakhay Hein Lo Bahla Majid Bee Pechlay Saal Bhut Khush Tha Wo Apni Muhabat Ko Jisay Urf E Badnaam Mein Girl Friend Kahaa Aur Pukara Jata Hay Feb Ki 14 Ki Shaam Ko Phool De Kar Hawa Mein Urta Ja Raha Tha Uss Nay Ek Behtreen 5 Star Hotel Ki Flower Shop Se Mehangha Sa Phool Gift Kiya Ghar Aya Tu Behan Kay Pass Uss Se Bee Mehangha Usi Shop Ka Phool Para Hua Tha,,,,,Ghusay Se Behan Se Pocha Ye Phool Kaha Say Ayein Hein,,,,,,,,,Kis Nay Diye Hein,,,,,,,,,,Qun Diye Hein,,,,,,,Wo Bahut Hee Etmenaan Se Muskra Kay Boli,,,,,,,,,Meri Saheli Nay Diye Hein,,,,,,,,,,Ye,,,,Dekhu,,,,,,,,,Phool Par From The Heart Of Maheen Likha Hua Tha,,,,,,,,,,,,Usay Ek Jhatka Sa Laga Wo Tezi Se Palta,,,,,,,Apnay Kamray Mein Chala Gia Uss Ki Dost Ki Awaaz Uss Kay Kanu Mein Goojhnay Lagi,,,,,,Majid Kici Nay Pocha Ye Phool Kis Nay Diye Hein,,,,,,,,,Eray Wah Keh Dena Saheli Nay Diye Hein,,,,,,,,,Us Ka Mood Kharabh Hu Gia,,,,,,,,,,,Wo Asmaan Se Seedha Zameen Par Aa Gia,,,,Mein Tu Kehta Hun,,,,,,,,Muhabat Umar Bhar Bee Ki Jaye Tu Kam Hay,,,,Har Lamha Insaan Muhabtun Ka Mohtajh Huta Hay Rehta Hay,,,,Zindeghi Mein Bas Ek Hee Kaam Kiya,,,,,Jis Se Ki Muhabat Usay ALLAH Ko Gawah Bana Kay Apna Naam Diya.Mashra Jabh Kici Chese Ko Ba Asani Hazam Na Kar Paye Tu Jaan Lijiye Wo Mashray Ki Sehat Kay Liye,,,,,Mufeed Nahi Rehta,,,,,,,,,,Ju Kaam Humaray Mazhabh Rewayaat Say Takraye,, Tu Jaan Lijiye,,,,,Wo Serf O Serf Tot Phoot Hee Paida Karay Ga,,,,,,,,,,Piaar Se Kis Nay Roka Hay,,,,,,,,,Muhbat Se Kis Nay Toka Hay,,,,,,,Ye Tu Fitrat Hay Kis Nay Na Kay Dhakosla Hay,,,,,Ju Qomein Apnay Rehan Sehan Aur Rewayat Ko Apnay Mazhab Aur Ikhlaaqiyat Kay Ain Mutabiq Rakhtee Hein,,,,,Wo,,,,Na Serf Jismani Balkay Zehni Azaadi Aur Falaah Paa Letee Hein,,,,,,,Meray Watan Kay Jawaanu,,,,Sab Phool Tumharay Liye Hein,,,,,,,Ek Kia Chaman Kay Chaman Tumharay Liye Hein

HuKhaN
About the Author: HuKhaN Read More Articles by HuKhaN: 1124 Articles with 1195151 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.