Mein Salman Hun(Episode 61)

(HuKhaN, Karachi)

Dekhu ,,,,Faraz,,,,,Insan Acha Ya Buraa Nahi Huta Bas ,,,,Khiyalaat Mein Farq Huta Hay,,,I Mean It Could Be Difference Of Opnion ,,,,,,,Bas,,,,,Uss Ki Soch Ko Durast Simat Dena Hutee Hay,,,,Qaiel Kar Lo Ya Qaiel Hu Jao....Rozi,,,,,,Kici Teacher Ki Tra Faraz Ko Samjha Rahee Thee,,,,You Got Buisness Degree It Dose Not Mean You Can Tolerate Simple Things In Life,,,,Faraz Nay Rozi Ko Hamesha Ki Tra Sanjeeda Dekha Tu ,,,,Usay Bay Naam Se Bay Unwaan See Uljhan Hunay Lagi....Wo Dar Raha Tha Kay Kahein Ye Uljhan Koft Mein Na Badal Jaye,,,,,Rozi Ki Baree Behan,,,,,Ju Kay Zahir Hay Bahut Hee Naz U Num Mein Pali Barhee Thee Us Ka Canada Se Phone Aya Tha Aur Wo Bahut Upset Thee,,,,,Uss Ki Family Bee Uss Ki Waja Say Bahut Upset Hu Rahee Thee,,,,,,,,Maa Tu Kehnay Wali Thee Wo Foran Wapis Pakistan Aa Jaye,,,,Magar Rozi Kay Samjhnay Par Wo Filwaqt Ruk Gai Thee,,,,Magar,,,,,,Rozi Ye Jantee Thee Uss Ki Behan Ki Ek Aur Call Say Wo Bee Maa Ko Nahi Rok Sakay Gee,,,,,Faraz Aur Uss Ki Maa Bee Pareshaan Say Hu Gaye Thay Qun Kay Rozi Ko Bee U K Hee Jana Tha Zara See Garbar Sara Mamlaa Khurabh Kar Saktee Thee,,,,,Rozi Ko Faraz Aur Uss Ki Maa Ki Pareshani Se Koi Bee Sarokaar Naa Tha,,,,,Magar Wo Apni Behan Ko Khush O Khuram Aur Abaad Dekhna Chahtee Thee,,,,,Uss Nay Behan Ko Samjhnay Kay Liye Canada Call Ki Thee Magar Uss Ki Behan Call Receive Nahi Kar Paa Rahee Thee,,,,,Faraz Ko Wo Samjha Rahee Thee Kay Zindeghi Mein Sab Ek Saa Nahi Rehta,,,,,Abhee Uss Ki Baat Mukamal Naa Hui Thee,,,,,Kay Phone Ki Bell Bajhnay Lagee,,,,Rozi Nay Phone Uthayaa ,,,,,Dosree Taraf Uss Ki Behan Canada Se Line Par Thee,,,,,Faraz Nay Shukar Kiya,,,,,,,Ubh Rozi Uss Ko Samjha De Gee,,,,,Mamla Bigharnay Say Bach Jaye Ga,,,,,Usay Hairat Hu Rahee Thee Pakistan Se Kahein Behtar Aur Mehfooz Life Wahan Thee,,,,Har Chese Behtar,,,,,,Health,,,,Education,,,,Living Standard,,,,Envirement,,,,Life Security,,,,,Sab Kuch Tha....Yahan Kia Tha ,,,,Badnazmi,,,,,Dhuka.....Jhoot Faraib,,,,,Inhee Sochun Mein Gum,,,,Uss Ki Nazar Rozi Par Paree,,,,,,,,,,,Tu,,,,(Jaree Hay)

HuKhaN
About the Author: HuKhaN Read More Articles by HuKhaN: 1124 Articles with 1193911 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.