Piaaz Hee Piaaz(Piaazi Ansoo)

(HuKhan, Karachi)

Aap Soch Rahay Hun Gay ,,,Shaied...Hum Koi Khaana Banaay Ki Tarqeeb Likhnay Lagay Hein,,,,Aap Khuf Zada Naa Huiye Please,,,Qun Kay,,,,,,,Khaanaa Tu Dour Ki Baat,,,Humein,,,Khiyaali Plaow Bee Banana Nahi Ata,,,Ek Dafa Hum Nay Andaa Ubaalnay Ki Nakaam Koshish Ki,,,,,Yaqeen Janiye,,,,,,Anday,,,,,,,,Ka Ju Hasahar Hum Nay Kiya,,,,,,,,,Sab Murghion Nay Strike Kar Dee,,,Kher Aap Ki Murghiaan Anday Detee Hun Gee,,,,,,,,,,Humaray Yahan Tu,,,Bakery Wala Hee,,,,,,Anday Deta Hay,,,,Jis Din Uss Bakery Walay Kaa Mood Acha Naa Hu,,,,,,,,,Ya Wo Ghusay Mein Hu,,,,,Tu Anda Small Size Ka Huta Hay,,,,,,,,,Jis Din Uss Ki 32see Baar Baar Baher Aa Rahee Hu,,,,,,,,,,,,,Anda Bee,,,,,,,,,,Elephant Size Ka Deta Hay,,,,Kher Hum Kiya Anda Anda Kar Rahay Hein Wesay Jabh Hum School Mein Thay Tu ,,,,Bhut Se Anday Detay Thay,,,,,Har Test Mein Anda Pakaa Huta Tha Khaas Kar Math Mein,,,,,,,,,,,,,Humara Anda ,,,,,,,Bay Hisabh Huta Tha,,,,Isi Liye Humein Biology Sey Pehla Ishq Hua Tha,,,,,,,,,,,,,,,Ye Ishq Kam Tha,,,,,,,,,,,Iss Mein Math Se Dushmani Ka Amal Dakhal Zayda Tha,,,,,,,,Baat Hu Rahee Thee Piaaz Ki,,,,Piaaz,,,Aur ,,,Insaani Ansoo Kaa Bahut Gehra Aur Qadeem Taluq Hay,,,,Magar,,,,Zardarion Aur Shareefun Ki Jamhooriat Nay Iss Mulk Ka Wo Gher Jamhoori Haal Kar Diya Hay Kay,,,,,Ye Logh Piaaz Ki Tra Hu Gaye Hein,,,,,Jabh Bee In Kay Kartoot Awaam Dekhtee Hay Un Kay Piaaz Ki Tra Ansoo Nikal Atay Hein,,,,,Ghareeb Admee Ka Wo Haal Kar Diya Hay,,,,,,,,,,Jabh Bee Wo Apna Batwaa Dekhtta Hay Uss Kay Piaaz Ki Tra Ansoo Nikal Atay Hein,,,,,,,,,,Ghurbat Ki Maari Awaam Ki Ammi Jaan Kitchen Mein Ghee Ka Khaali Daba Dekhtee Hay Tu Uss Kay Piaaz Walay Ansoo Nikal Atay Hein,,,,,,,,,,,Jabh Hum Partay Thay,,,,,Wesay Tu Partay Ubh Bee Hein Magar Serf Bijli Gas Kay Bill,,,,,Ji Jabh,,,,, Hum Partay Thay Wo Wala Jisay,,,,,,,,,, Ilm Ya Degree Ka Hasool Kahaa Jata Hay Tu Humaray Ansoo Piaaz Walay Marks Sheet Dekh Kay Nikal Atay Thay,,,,Ye Hee Ansoo Jabh Koi Sarkari Mulaazim Apni Salary Dekhta Hay Tu Nikal Atay Hein,,,,Ubh Pakistanio Ki Life Mein Bas ,,,Piaaz Hee Piaaz Reh Gia,,,Aur ,,,Piaazi Ansoo

HuKhan
About the Author: HuKhan Read More Articles by HuKhan: 1124 Articles with 1194854 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.