Saffar Shumaal Kay(Episode 145)

(HuKhan, Karachi)

Yaar Wesay Ye Gilgit Apnay Quetta Saa Nahi Hay Kiya,,,Kalim Nay Apni Soch Kay Ghoray Douraye,,,,Yaar ,,,Ubh Ye Na Keh Dena Kay Tu Khud Bee,,,,,Harrison Ford Sa Hay,,,Yaar Pakistan Ka Har Shaer Ek Say Bar Kay Ek Hay Navid Kay Andar Ka Muhib E Watan Baher Ana Shuro Hu Gia,,,,,,,,,Navid Pakistan Kay Baray Mein Kuch Bee Ghalt Bardasht Nahi Krta,,,,,,,,,Meray Desh Ki Miti Navid Kay Andar Boltee Hay,,,,,,Then Evey One Should Say Thanks To Me,,,,Its Me Who Bring You Peoples Here,Its All My Plan,,,,,Hum Nay Kursee Par Baithay Baithay Jis Qadar Seena Phulaya Jaa Sakta Tha ,,,Phulla Lia,,,,,,,,,,,Sohail Nay Hotel Mein Charun Taraf Dekha,,,,,,,,Yaar Aas Pass Koi Larki Nahi ,,Pher ,Khan Sahibh Ko English Ka Douraa Qun Para,,,,,,,,,,,Yaar Ye Mujhay Angreiz Samajh Raha Hay,,,,,,Kalim Nay Awal Darjay Ki Chawal Maari....Navid Nay Mazay Say Kahaa,,,,,,Angreiz Nahi Uss Ki Jali Hui Lash Hay Tu,,,,,,,Yaar Wesay Saray Dry Kisam Kay Pahaar Hein.....Magar Zara See Dour Hee,,,,,,Naltar Valley Hay,Hunza Hay,,,,,,,,,Darya Hay Chashmay Hein,,,,,Water Falls Hein Aur Kiya Chaiye,,,,,,,,,,,Yahan Ka Apna Hee Maza Hay,,,,,,,Din Kitna Bee Garam Tha Magar,,,,,Raat Ki Thandee Chadar Uurh Li Hay Giligit Nay,,,,,Han Ye Baat Tu Hay Yaar Choke Par Dekha Tha India Ka Helicopter Rakha Hua Hay,,,,,Ji Dekha Tha,,,,School Bee Bhut Hein,,,,,,,,,,Radio Station Air Port,,,,,Sab Kuch Tu Hay 5 Star Hotel,,,,,Aur Bahut Say Hum Ghareeb Parwar Hotel Bee Hein,,,,,,Khan Sahibh Ghareeb Hun Gay Aap,,,,,,,,Sohail Nay Banawatee Lahjhay Mein Kahaa,,,,,Mein Tu Serf Dostee Ki Khatir Aap Loghun Kay Sath Hun ,Werna,,,,,,,,Mein Tu Koi Bee 5 Star Package Kay Sath Yahan Aa Sakta Tha,,,,,,,,,Ek Tu Mein Fazool Kharchi Kaa Qaiel Nahi Dosra Mein Na Huta Tu ,,,Meri Taraf Eshara Kar Kay ,,Iss Ki Manhoos Poetry Sun Kay Kon Jhotee Wah Wah Karta,,,,,Navid Nay Humaree Taraf Dekh Kay Kahaa,,,,,Khan,,,,,,,,Iss Ki Simran Kay Lliye Ju Poetry Ki Thee,,,,Ubh Isay Na Dena,,,,,Ye Iss Qabil Hay Hee Nahi Bahut Hee Bayadabh Hay Adabh Kay Mammlay Mein,,,,,,,,,Sohail Muskara Kay Bola,,,Jabh Bee Mein Kici Larkee Kay Baray Mein Aur Iss Ki Poetry Kay Istemaal Kay Baray Mein Sochta Hun Ya Tu Wo,,,,Bahi,,,,,Keh Detee Hay Ya Uss Ki Shadi Hu Jatee Hay,,,,,,,Iss Ki Poetry Naqabil E Istemaal Hay,,,,,Hum Sabh Nay Zor Daar Qahkahaa Lagaya,,,,Hotel Walay Sabh Hum Loghun Ki Taraf Matwajhay Hu Gaye(Jaree Hay)

HuKhan
About the Author: HuKhan Read More Articles by HuKhan: 1124 Articles with 1193580 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.