Aarz E Pakistan Aazm E Pakistan

(Ch Shehbaz Mukhtar, Karachi)

Jab Kuch Azeem Qomen Jido Jehed Mai Masrof Hojain Or Upni Justuju Mai Akir Dam Dam Tak Masrof Amal Rahen.To Qudrat B Mehrban Ho He Jati Ha.Magr Aaj Hum Jis Jis Arz E Pak Ki Bat Kar Rahe Han.Ye Arz E Pak Islam Deen Mazhab Kalma Haq K Naare Par Hasil Hone Wala Mulk Pakistan Ha.

27ramzan Ul Mubarak Or Pakistan Ka Wajood Amal Mai Ana Ek Mojze Se Kam Na Tha.

Jinah Ki Kawisho Or Lakho Musalmano Ki Jido Jehed Qurbani Charo Subon Par Mushtamil Iss Arz E Pakistan Ka Qayam Musalman Mumalik Ki Saf Mai Azeem Qhom Ki Hesyat Se Dekha Jane Laga.

In Mumalik Ki Suf Mai Pakistan Ka Kirdar 6o Sal Bad Kya Hojai Ga.Iss Ki Jugrafiyaie Ahmyat Iss Wasail Or Pakistan Ki Zinda Dil Nidar Qhoom Or Foj Jis Ne Teen Jangon Ka Samna Kya.Be Shumar Mushkil Halat Chahe Wo Siyasi Hon Ya Qudrati Afaat Iss Qhoom Ne Hamesha Mazboti K Sath Upna Wajood Allah K Bahrose Par Qaim Raka.

Musalmano Ka Ye Azeem Mulk Kitne Zakam Kha Kr Bi Ek Arab Musalalmano Ki Difai Line Ka Kam Sar Anjam Dera Ha.

Ch Shehbaz Mukhtar
About the Author: Ch Shehbaz MukhtarCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.