Mein Salman Hun(Episode 27)

(HuKhan, Karachi)

Nida Kapray Dhu Kay Unhein Sukhanay Kay Liye Sehan Mein Laghee Rasee Par Daal Rahee Thee Uss Ki Nazar Apni Choorion Par Pari Tu Usay Ehsaas Hua Sastee See Badhrangh Choorion Nay Uss Kee Qalaiee Ki Bahrtee Umar Ko Aur Bee Numaiyaa Kar Diya Tha ,,,,Uss Ki Qalaiee Choorion Say Zayda Puraani Thee,,,, Uss Ki Hudee Larki Wali Hudee(Wrist Bone) Say Aurat Ki Hudee Bantee Jaa Rahee Thee ,,,,,Har Shaam Din Ko Maat Detee Hay,,,,,Har Subah Umar Meri Barhaa Detee Hay.,,Ubh Multani Miti Lagaya Krun Gee Salman Kehta Hay Jabh Umar Aap Ka Layhaaz Na Karay Aur Waqt Kici Herni Ki Tra Chalanghein Maar Maar Kay Dourna Shuro Kar De ,,,,,,,Tu Tum Bee Apna Khiyaal Aur Bee Zayda Karna,,,,,,,,Khush Rehna,,,,Khubh Pani Peena ,,,,,Raat Ki Achee See Neend Laina,,,,, Kam Khana Khanaa,,,,,,, Behsaq Baar Baar Khana,,,,,Khnay Se Pehlay 2 Glass Paani Pee Lia Karo ,,,,,,,,Bhook Ka Kuch Hisa Jisam Mein Chore Diya Karo Kam Se Kam Chikna Khao,,,,Rehnu Du Salman Sahib Ye Sab Kitaabi Baatein Hein,,,,Amli Zendeghi Say Iss Kaa Koi Taluq Nahi,,,,,,,,,,,,Hum Khatay Hee Kitna Hein,,,Chiknaiee Fry Kia Khaak Kahiein Gay,,,,,,,,,,Oil Khanay Mein Asay Dala Jata Hay Jasay Aab E Hayat Hu,,,Kaam Kar Kar Kay Banday Ko Apna Hosh Nahi Rehta Baqi Rooh Ki Ghaza Maa Ki Gaalian Pori Kar Detee Hay,,,,,,,,,,,,,Pata Nahi Ye Sab Aap Kasay Keh Laitay Hu ,,,,Khud Tu Tum Ek Tamasha Hu ,,,,,,Jabh Bee Dekhu Maa Tumahree Film Laga Detee Hay,,,,,,,Salman Nay Etmeenan Say Sara Tanz Suna,,,,,Araam Say Sakoon Say Nida Ko Oper Se Nechay Tak Dekha,,,,,,,,Mein Ju Gaalian Sunta Hun Wo Bilkul Jaaeiz Hein,,,,,,,Mujhay Karaya Time Per Dena Chaiye Meree Ghaltee Hay Mera Jurm Hay,,,,,,Tum Ghurbat Ka Bahana Kar Kay Khud Se Ghafil Nahi Reh Saktee,,,,,,,,Multani Miti Say Hath Paon Chahra Chamak Sakta Hay ,,,,,,,,Apni Bhut Hay,,Salaad Khaow,,,,Mein Asa Qun Hun,,,,,,,,,Shaied Iss Liye Kay Mein Janta Hun,,,,Naya Sawera Zror Aye Ga ,Zror Aye Ga,,,,Jis Tra Khushian Sadaa Nahi Rehtee Isi Tra ,,,,,,,,,Gham ,,Ghurbat,,Burra Waqt Bee Sadaa Nahi Rehta,,,,,Bas Humaree Ye Kamzoori Hay,,,,,,,,Kay Hum Achay Waqt Ko Lamhun Mein Bhulaa Detay Hein,,,,,Aur Buraa Waqt ,Dard,Dukh Hamesha Kay Liye Apnay Tan Ka Hisa Bana Laitay Hein,,,,Darwazay Par Dastak Nay Nida Ko Chounkaa Diya,,,,,Baree Umar Hay ,,,,Laghta Hay Mein Salman Ka Soch Rhee Thee Wohi Aa Gia,,,,,,,,,Nida Tezi Say Darwazay Ki Taraf Lapkee Sath Sath Apna Huliya Bee Theek Kartee Rahee Kahein Salman Ye Na Keh Dey Kitni Dafa Kahaa Hay Apna Khiyaal Rakha Kro,,,Har Time Veraan See Haveli Na Banai Raha Karo Nida Nay Jhat Say Darwaza Khula Samnay,,,,,,,,,(Jaree Hay)

HuKhan
About the Author: HuKhan Read More Articles by HuKhan: 1124 Articles with 1193484 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.