Meri Maa

(mini, mindi bhauddin)

Meri Pyari Maa Dunya Ki Aise Husti Jo Sab Se Alag Sab Se Munfarid Hai Subha Subha Maa Uthati Hai Jitni Bhi Barri Ho Jao Maa K Liye Bichi Hi Rho Gi Garmi Ho Tu Tab Maa Khti Hai Beta Rhny Do Main Kam Kr Lo Gi Sardi Ho Tab Bhi Beta Nhi Sardi Haii Bemaar Ho Jao Gi Khuda Ne Maa Kya Husti Bnai Hai Sab Risty Chor Jaty Hain Lekin Maa Mar Kr Bhi Apny Bache Ko Nhi Chorti Beche Ko Zara Se Takleef Ho Tu Maa Bechan Ho Jati Hai Aur Wohi Bache Barry Ho Kr Maa Ko Bhol Jate Hai Mere Maa Dunya Ki Sab Se Pyari Maa Hai Main Aisa Mujhe Lagta Hai Lekan Maa Hi Hai Jo Pori Dunya Se Pyari Hai Maa Ne Pori Zindagi Ulad K Liye Lga Di Aur Ulad Maa Ko 2 Waqt Ki Roti De Kr Smjhti Hai K Haq Ada Ho Gya Agr Maa Ki Din Raat Khidmat Kro Tab Bhi Us Aik Raat Ka Haq Ada Nhi Ho Sakta Jo Maa Ny Jag Kr Guzari Apni Ulad K Liye. Maa K Kadar Us Waqt Hoti Hai Jab Wo Dunya Mein Nhi Hoti Phir Pata Chalta Hai K Hum Jo Bhi Thy Us K Dua Se Thy Meri Maa Pyari Maa Allah Kry Hamesha Salamt Rhy

mini
About the Author: mini Read More Articles by mini: 57 Articles with 49026 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.