Pakistan Ma Ruff Driving Aur Hakomat Ki Responsabilties.

(Abid Imran, Rawalpindi)

May Aapnay Ais Mazmoon Ma Aap Ki Tawajo Aik Ahim Maslay Ki Terf Mabzool Krawana Chata Hon Kay Hamary Mlook Pakistan Ma Logo May Aik Kahtarnaak Rujhaan Ruff Driving Ka Ha Kahas Kar Teen Ager Kay Log Bagher Lights Ka Raato Ko Galyon Aur Sarko Pay Taizraftari Say Garyian Dorhraty Hoy Nazar Aty Hian.

Agar Kui Mana Kry To Agay Say Hansty Ha Jis Kay Nattejay Ma Bahot Jaan Lewa Hadisat Hoty Ha Jis May Keemti Jano Kay Zayain Hota Ha.Yiain Baat Samjh Say Balatar Ha Kay Yian Log Ku Aisa Krty Hain One Wheeling Krna Car Pay Racing Lagna Skitng Krna Jas Say Mohllay Kay Log Mutasir Hoty Hian Aur Mareezo Ko Bhi Takleef Hoty Hian.

Yaha Pay May Yian Ziker Krna Zarrori Samjhta Hon Kay Hakmooati Edaro Ki Kashmoshi Police Ki Adam Dislchapsy Say Bhi Bahot Halat Kahrab Hoty Hain.

Kia Hakoomat Kay Satth Satth Walidain Ki Zimadari Nahi Hoty Ky Wao Apny Bacho Pay Control Rakay ?
Kia Hakmooat Ka Kui Feraz Nahi Hota Kay Ais Ki Rohk Taham Ki Jay ?
Kia Police Ka Mahkma Ais Faraz Say Bari O Zima Hian?
Kia Parents Aapnay Bacho Kay Zimaydar Nahi Ha?
Akher Ma Meri Government Say Appeal Krta Hon Kay Please Aisay Qawaneen Layi Jis Say Innsani Jano Kay Zaian Ko Rohuk Saky Aur Ais Kisam Ki Activities Pay Control Kr Saky.
Allah Hamra Hami O Naisr Ho Aur Hamary Mlook Aur Bacho Ki Hifzat Fermayian.Ameen.
 

Abid Imran
About the Author: Abid Imran Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.