Qalam

(Aenna Gull Rcg , Bhera)

Kuch Log Aise Hote Hen Jo Ksi K Samny Bolny Ka Hunar Nai Rakhty Aise Log Jb Ksi K Samny Kch Bolty Hen To Un K Alfaz Un Ka Sath Chor Jaty Hen. Aise Log Yahan Bht Hen Jo Apni Feelings Ko Share Krne K Liye Qalam Ka Sahara Lety Hen. Inki Apni Diaries Hoti Hen Jin K Sath Wo Apni Feelings Share Krty Hen.

Un Ka Din Kesa Guzra Unhun Ne Din Ma Kya Kch Feel Kya Kon C Bt Achi Lgi Ya Kon C Bat Buri Lagi Ye Sb Wo Diary Ma Zaroor Likhty Hen Or Bht C Aisi Baten Jo Un K Friends Ko Bhi Nhi Pta Hoti Wo Sb Unki Diary Ma Moujod Hota Ha.

Aisy Log Baz Oqat Jb Koi Faisla Krty Jen To Wo Bhi Apni Diary Ma Zaroor Likty Hen Ye Janty Hue B K Diary K Ye Be Jaan Oraq Unko Koi Mashwra Nai Da Skty. Ye Oraq Inhen Itna Kehny K Kabil B Nai K Is Kaam Sa Ruk Jao Ya Ghlt Ha Ya Ye Kam Krty Jao Ye Tmry Liye Thk Ha.

Kehny Ka Maqsad Srf Ye Ha K Khud Ma Bolny Ka Confidence Zaror Rakhen Likhna Achi Bat Ha Agar Ap Qalam Ka Sahara Lety Hen To Apny Qalam Ko Acha Likhne Ki Adat Dalen Ye Apki Personality Ko Represent Kry Ga...
 

Aenna Gull Rcg
About the Author: Aenna Gull Rcg Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.