Ustad R Us Ka Ehtiraam

(Rida Aslam, Sargodha)

Aj Kal K Dour Main Ustad Ka Kia Ehtiram Hai?????

Aj Kai Ki Generation Ko Taraqi Is Lye Nai Mil Rhe Q K Wo Apnay Ustad Ki Izzat Karna Bhool Gye Hain.Kehtay Hain Baadab Ba Naseeb R Bay Adab Bay Naseebbb.............

Lekin Hamari Nojwan Nasal Yeh Bhool Gai Hai K Ustad Ka Rutba Kia Hai,Hazrat Ali{R.A} Ne Farmaya Tha K Jis Ne Mjhe Aik Lafz B Parhaya Wo Mera Ustad Hai Lekin Aj Khas Tour Pe University Level Pe Students Ustad Ka Ehtiram Karna Bhool Gyee Hain,Agar Teacher Ne Kisi Student Ko Kuch Samjhanay K Leay Kuch Keh B Dia Hai Too Students Un K Khilaaf Strike Shuroo Kar Dtyy Hain,R Yeh Is Oum Ka Sab Se Bara Almia Hai .

Dua Hai K Allah Is Oum Ko Hadayat Dyy R Isyy Seedhayy Rastayy Pee Chalnayy Ki Tofee Ata Farmayee.

Ameen Sumameen

Rida Aslam
About the Author: Rida Aslam Read More Articles by Rida Aslam: 2 Articles with 4215 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.