Aawam ki Awaz

(zahid mahboob siddhu jutt, jaranwala)

Aasslam-O-Alikum Mae Pakistan Ka Ek Amm Sahri Ho Jb Mae Pakistan Ki Tarikh Ki Traf Nzar Utha Kr Dykhta Ho Tu Mujae Pakistani Or Musalman Hony Pr Fkhar Mahsoos Hota Ha Lykin Jb Mae Ajj Ki Tarekh Pr Resrch Krta Ho Tu Mujae Hr Traf Bs Yae He Nazar Ata Ha. K Pakistan Gadar Ha Koi B Pakistan Pr Bhrosa Ni Krta. Kya Yae Vo He Pakistan Ha Jaha Sub Ek Dusrae K Liae Ap Jaan Nichawer Krty Thae, Lykin Ab Tu Hr Ki Si Ko Agay Barhny Ki Lat Lagi Hoi Ha Koi Gar K Bary Mae Tu Kya Sochae Ga Ab Tu Koi Apny Bhai K Bary Mae B Ni Sochta. Pakistan Mae Hr Roz Net Naay Fasadat Ho Rahy Han Jis Mae Lakhoo Baye Massoo Log Apny Jan Say Hath Dho Bathty Han. Pakistan Mae Ensan Ki Jan Ki Koi Kimat Nahio. Koi Kisi Ko Galt Karny Say Ni Rokta. Pakistan Mae Ek Insan Say Zyada Tu Ek Janwer Ki Kimat Ho, Koi K Jb Koi Kisi Janwer Ko Mar Raha Hota Ha Tu Koi Na Koi Yae Zaroor Bolta Ha K Esay Kio Mar Rahy Ho ,Chor Doo Bichary Ko Bae Zuban Ha. Lykin Kbi Koi Kisi Insan K Liae Asa Ni Bolae Ga Pta Ni Pakistan Mae Say Ahsas Kaha Chla Gya Ha. Kya Hmary Army Ko Kuch Nzar Ni A Raha. Polic Tu Kuch Kr Ni Skti Kio K Jb Police Koi Kam Krty Ha Tu Ulta Police Ko He Galat Thra Dia Jata Ha Wo Din Kb Aye Ga Jb Puri Dunia Pr Pakistan Ka Galba Ho Ga Galba-E-Islam Ho Ga. Dunia Ki Sub Say Zyada Nabatat Pakistan Mae Han Pher B Pakistan Gareeb Kio Ha Zaraa Sociaee........

Ager Pakistan Ko Bdalna Ha Tu Agy Bardhna Ha. Tu Kdam Bardhao,,,, Koi K Kbi Koi Polition Inklab Ni La Skta Jb B Inklab Aya Ha Ek Aamm Sahri Lae Kr Aya Ha. Myare Pakistani Bhai Bahno KHODA K Liae Pakistan Pr Rahm Kro Apny Mustakbil K Liae Apny Bachoo K Liae Khud Sochoo..

Ap Apny Dushmai Country's Ka Shat Dae Rahy Ho, Wo Pakistan Ko Barbad Kr Rahy Han OR Hum Pakistani Itny Masoom Han K Mhary Shat Koi Bora B Krae Tu Hmae Yae He Lgta H K Wo Hmara Dost Ha Jasy K INDIA. ALLAH PAK Pakistan Ko Din Dugni Rat Cughni Traki Ata Famae.
:AMEEN:
 

zahid mahboob siddhu jutt
About the Author: zahid mahboob siddhu jutt Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.