EK SACHA KHWAB

(Asim ali, charsadda)

Kabi Kabar Khwab Haqeeqt Mai Bhe Bdal Jati Hai. Mere Bhe Saath Bhe Es Tarah Kuch Howa Hai. Ye Khwab Waise Bachpan Ka Hai Lekhin Mujhe Ache Tarah Yaad Hai. Wo Khwab Ye Hai. Lekhen Start Hone Se Pehle Ye Buht Zrore Hai Ke Apne Father Ke Baari Mai Btao. Wo Ek City Mai Tekedar( Contractor) The . Khwab Start Frm Here [ Mai Raat Ko Daikta Ho Din Hai Aur Taqrebn 10 Am Ka Time Hai. Aur Ese Dauran Ke Banda Use City Se Aajata Hai Jis Mai Mere Father Job Karte The. Hmari Ghar Ka Darwaza Knock Keya . Mai Jb Bahir Aaya Tu Mujhe Us Bandi Ne Kaha Ke Apka Father Faut Ho Chuka Hai. Aur Hmari Ghar Mai Hal Chal Start Hogai.Ese Dauran Mere Aankh Kole. Mai Ne Allah Ka Shukr Ada Keya Ke Ye Khwab Tha. Jb Din Howa Aur 10 Am Ka Waqt Howa. Tu Kuch Logo Ne Hmari Ghar Ke Saanh Ambulance Rukwa De. Aur Charpai Mai Ek Bandi Ko Lekhar Aaye. Sara Body Pattio Se Dakha Howa Tha Sirf Mouth Aur Eyes.Ke Elawa.Ye Mere Father The.Lekhe Zinda The. Hm Ne Father Se Khalaam Malom Karni Ke Kosheshe Ke Tu Btaya Ke Raat Ko Hat Hmara Accdient Ho Gaya Tha. Mere 2 Dost Faut Ho Gaye Hai. Aur Mai Ne Raat Behoshe Mai Hospital Mai Guzara

Asim ali
About the Author: Asim ali Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.