Kis Ki Maanien

(Sami Lilla, Bhalwal)

Hamari Awaam Ka Ek Bht Almia Hai . Jaisa Hamein Dikhta Hai Waisa Ham Maan Laity Hain . Aur Yehee Such Jo Keh Such Hai Hamari Awaam Ke Baarey Mein , Wo Log Jaantey Hain Jo Hamari Soch Ke Sath Bht Aasani Se Khel Laity Hain, Najaaney Wo Wakt Kab Aye Ga Jab Ham Ek Quam Banein Gay. Abhi Hamid Meer Ki He Baat Cher Laity Hain . Unho Bht Aram Se Isi Ke Ilzam Laga Diya . Yeh Nai Hamari Army Jo Is Time Mushkil Tareen Time Mien Hain Aur Bahir Aur Andar Ke Dono Dushmanoo Se Lar Rahee Hain . Us Ke Moral Ka Kia Ho Ga. Jab 7 Lacs Army Ye Sochey Ge K Hamary Senior He Ghalat Hain To Ham Kis Liye Lar Rahen Hain , Kia Unka Moral Down Nai Ho Ga , Wo Maaein Jin Ke Bety Is Time Kisi Na Kisi Boder Pe Lar Rahen , Wo Baap Jo Apney Zindagi Ki Poonji Jo Us Ka Buraapey Ka Sahara Hai Laken Mulk Ke Khatir Boder Pe Hai , Is Tara Ki Baat Kehney Se Hamid Meer Sab Ko Dus Martba Sochna Chahiye Wo Ek Army Person Ko Nai Balkeh 7 Lacs Army Soldiers Ka Moral Down Kar Rehey Hain .

Sami Lilla
About the Author: Sami LillaCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.