Maa

(Binish Fatima, Karachi)

Maa Dil Ka Sakoon Roh Ki Thandak Hay Maa Ki Qadar To Wo Hi Bhetar Jan Sakte Haen Jin Ki Maa Nahi Hoti Maa K Bager Ghar Qabristan Lagta Hay Maa Ka Sayaa Agar Sar Pr Ho To Insan Donya Ka Khoshnaseeb Ameer Tareen Admi Hay. Maa Janat Hay Bas Jiski Maa Nahi Wo Janat Se Mherooom Ho Gaya. Jitna Ho Sake Maa Bap Ki Khidmat Karo Bohat Jald Ye Hastiyan Tum Se Chootne Wali Hayn. Bohat Door Jane Wali Hay Jitna Ho Sake Maa Bap Ki Khidmat Karo. Khidmat Karne Me Jo Maza Hay Wo Doniya Ki Kisi Bhi Cheez Me Nahi. Har Kamiyab Aadmi K Peeche Us Ki Maa Ki Duaoon Ka Aasar Hay. Maa Saya Hy Janat Ka. Is Saye Se Fazyab Ho Jao Jitna Ho Sake. ALLAH Ne Tume Donya Me Janat Di Hay Maa Ki Sorat Me. Aisa Lagta Hay Maa K Jane K Bad Donya Khatam Ho Gai. Ruk Gai. Tham Gai. Kabhi Maa Ka Dil Na Dokhao Na Jane Wo Tum Se Kab Rohth Jae. Hamesha Maa Ki Duaae Lo Maa Kabhi Bhi Bura Nahi Chahti Apni Uolad Ka. Kabhi Joo Khouda Mujh Se Poche K Tujhe Kya Chaye Mere Bande To Us Khooda Se Sirif Itna Kahoou Gi Ta Qyqamat K Lye Meri Maa Mujhe Lotade. Meri Maa Mujhe Louta De.
 

Binish Fatima
About the Author: Binish Fatima Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.