Kun Faya Kun Ki Haqeeqat

(Razahaider, karachi)

Amal Ki Anajaam Dahi K Leay Irada Aur Iradon Ki Takmeel Kay Leay Izun Ki Zaroorat Hua Kerty Hai Aur Yoon Jahan Munsab Payghumberi Leay Risalat –O-Wilayat Ho Wahan Qadam Faqat Amr Hua Kerta Hai Such Poocho To Yeh Baat Samjh Say Kasir Hai Kay Hadees Quran Ka Hissa Nahee Bulkay Kaalam Ka Hissa Hai Jahan Kalaam Hee Auayaton Ki Soorat Quran Ho Wahan Zuban Kio Ker Quran Say Judda Hogee.

Meri Nazar Mein Rasool Ka Kalaam Amr-E-Khuda Taala Ki Takmeel Ka Who Zaria Hai Jahan Izun Khuda Ki Raza Aur Raza Amar-E- Khuda Leay Izun Yeh Aisay Kay Anjam Dahi Faqat Kalam-E-Rasool Ko Leay Zuban-E-Mubarak –E-Rasool Ho Goya Her Baat Quran Aur Alfaaz Faqat Deen Ko .

Leay Amr-E-Khuda Taala Jis Ka Irada Aur Poora Honay Ka Waada Aur Zaria –E-Muarfat –O-Hasool Faqat Junbish-E-Zuban Rasool Aisay Ka Jo Kaha Who KUN Aur Joe Kehdia Who FAYAKUN(Dr Raza)


إِنَّمَا قَوْلُنَا لِشَيْءٍ إِذَا أَرَدْنَاهُ أَن نَّقُولَ لَهُ كُن فَيَكُونُ ﴿٤٠﴾

ہم جس چیز کا ارادہ کرلیتے ہیں اس سے فقط اتنا کہتے ہیں کہ ہوجا اور پھر وہ ہوجاتی ہے

Razahaider
About the Author: Razahaider Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.