اسلام

Assalam Alaikum,

Aajkal Ke Kaisay - Musalmaan Hain ?

Fajar Neend Mein.
Zuhar College Ya Job Mein.
Asar Araam Mein.
Maghrib Kaam Mein.
Ishaa TV Mein.
Jumah Ki Sirf Do Rakaat.
Wo Bhi Duniya Ke Khayal Mein.
Agar Koi Tahajjud Padhta Hai To
Ye Bahut Ta'jjub Ki Baat Samajhte Hain!

Yaad Rahe

Qabar Main Sabse Pehele Jo Sawal Hoga Wo Namaz Hi K Bare Main Hoga.Aap Sabse Guzarish Hai K Apne Momin Bhaiyon Aur Baheno Ko Namaz Ki Dawat Dein.Inshallah Allah Aapp Ko Is Ka Ajar Milega.Allah Us Bande Ki Jayez Hajaat Poori Karde Jo Ye Message Sab Tak Pahunchayega ( Aameen )

Plz Avoid These Songs

1.Om Shanti Om
2.Harey Krishna Harey Ram

In Songs Ko Soun Ker Ga Ker Aap Gawahi Deytey Ho Ke Baghwann Omkara Or Krishna Ram Hee Ebadat Ke Layeek Hien. Aap Anjaney Mien Jo Ye Ikrar Kar Rahe Ho Yeh Kufar Or Shirk Hai.Ikrar Sirf Kalmae Tauheed Ka Karna Chahiye Jo As A Muslim Hum Per Lazim Bhi Hai.Sab Gunah ALLAH Ki Zaat Buksh Deyti Hai Sirf Shirak Eysa Gunah Hai Jo Kisi Surat Allah Nahi Bakhsey Ga..Kyun Ke Yeh Allah Sey :Elan E Jang  Hai.

Sanwariya Film Ka Song

Raab Bhi Dewwana Lagey

Khud Socho Aap Kia Gungunatey Ho?


Jannat K 8 Darwazein Hai Un K Name

1. Jannatul Mava
2. Darul Maqam
3. Darul Salaam
4. Darul Khuld
5. Jannatul Adan
6. Jannatul Naim
7. Jannatul Kasif
8. Jannatul Firdous

INSHALLAH roz-e-qayamat K Rooz Har Darwazey Se Apka Name Pukara Jaye (AMEEN)

Islamic Note ..

Aik Farishta: Aaj Mein ALLAH K Itne Kareeb Howa K Mere Aur ALLAH PAK K Beech Sirf 70 Pardey Reh Gye
Doosra Farishta: Lekin Jab Momin NAMAZ K Liye Khara Hota Hai To Yeh 70 Parday Bhi Nahi Rehte
SUBHAN-ALLAH Achi Baat Ko Phailana Sadqa-E-Jariay Hai..

So Plz Don't Let It Stop...Forward It Too All Urs Friends
JAZAK-ALLAH

Rasool Allah (S.A.W) Ne Farmaya:

1. Jo Shakhs Har Waqat Wazoo Me Rahey Ga. ALLAH Uski Rozi Kushada Farmayein Gey
2. Us Shakhs Ki Hajat Jald Pori Hoti Hai Jo Apni Hajat Kisi Or Insaan Ko Na Bataye
3. ALLAH Us Shakhs Ko Aabad Kartey Hein Jo Hadees-E-Nabwi (S.A.W) Sun Kar Doosron Ko Pohanchatey Hein
fozia
About the Author: fozia Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.