Ghazal SMS - Find largest collection of Ghazal SMS messages at Hamariweb.com submitted by user, get all the fresh Ghazal SMS text messages, Quotes, Wishes, Greetings in Urdu, English & Roman Urdu to send mobile sms your friend & family members in Pakistan now.
|
| Ghazal SMS |
Sender:WAQAW
Date:
11-05-2012
|
|
(GHAZAL) Ay Waqt zara to tham ja mujhe yaad "KISI " Ko Kerne dy Mujhe "Peyar" hai 1 "SUNG DIL" Say Jo Koi "BAT" Mujhay na karne dy Na Apnay :PAS" wo aany dy Na Khud se "DOOR" Wo Jany dy Na "DIL" ko apny Pas rkhy Na our Kisi ka "HONY" dy Her Waqt mujy "WO" Yad Aay Phir "DIL" Se ik aawaz aay ye Kaisi "CHAHAT" hai us ki Jo "JEENY" de na :MERNY" dy |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:Hira
Date:
08-05-2012
|
|
Daikhtay Hain Yeh Aziat Gawara Ker K..!! ! Baaton Baton Mein Bicharnay Ka Ishara Ker K Khud Bhi Roya Woh Bohut Hum Say Kinara Ker K ! Sochta Rehta Hon Tanhai Mein Anjam-E-Khuloos Phir Usi Jurm-E-Mohabbat Ko Dobarah Ker K ! Jagmaga Di Hain Teray Shehar Ki Galiyan Mein Nay Apnay Her Ashk Ko Palkon Pay Sitara Ker Kay ! Daikh Laitay Hain Chalo Hosla Apnay Dil Ka Aur Kuch Rooz Teray Sath Guzara Ker K ! Aik Hi Shehar Mein Rehna Magar Milna Nahin Daikhtay Hain Yeh Aziat Gawara Ker K..!! |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:Mehwish
Date:
24-04-2012
|
|
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ... Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi... Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k... Meri kisi saada par woh thehra he nahi... khuda se jholi pehla kay manga tha usay ... Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi... Har aik se pucha sabab us kay na milne ka ... Har eik ne kaha woh tere liye bana hi nahi...!! |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:Umer Malik
Date:
24-04-2012
|
|
Karray Hain Hijar k Lamhaat,Uss Se Keh Dena Bikhar Rahi Hay Meri Zaat,Uss Se Keh Dena
Hawa-e-Mousam- e-Gham Uss k Shehar Jaye To Mery Dukhoon Ki Koi Baat Uss Se Keh Dena
Yeh WeHshatein,Yeh Udasi,Yeh RatJagoo k Azaab Ussi Ki Hain Yeh Inayaat,Uss Se Keh Dena
Bohat Taweel Bohat KarabNaak Hoti Hain Judayion Ki Har Ik Raat,Uss Se Keh Dena
Vo Dil Ki Bazi Jahan Mujh Se Jeetna Chahey Main Maan Loon Ga Vohin Maat,Uss Se Keh Dena
Wafa Ki Raah Mein,Main Aaj bhi Akaila Hoon Koi Nahi Hay Mery Saath,Uss Se Keh Dena |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:Maheen
Date:
24-04-2012
|
|
pyaas vo dil kii bujhaane kabhii aayaa bhii naheen kaisaa baadal hai jisakaa ko_ii saayaa bhii naheen
beruKhii is se ba.Dii aur bhalaa kyaa hogii ek muddat se hame.n us ne sataayaa bhii naheen
roz aataa hai dar-e-dil pe vo dastak dene aaj tak hamane jise paas bulaayaa bhii naheen
sun liyaa kaise Khudaa jaane zamaane bhar ne vo fasaanaa jo kabhii hamane sunaayaa bhii naheen
tum to shaayar ho 'Qateel' aur vo ik aam saa shaKhs us ne chaahaa bhii tujhe aur jataayaa bhii naheen |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:alia
Date:
26-03-2012
|
|
Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ko kinara dy do,
Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do,
Tera daaman to bhara hay sitaron say, Mujhy sadqay may ik sitara day do,
Mery aangan my aj andhera ha bohat, Meri dehleez ko phir apna nazara dy do,
Chund lamhy tujhy dekhnay ki hasrat hay bas, My nay kab kaha waqt apna mujhy sara day do |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:Shery
Date:
16-03-2012
|
|
Tu Hawa K Hath Pe Chahtoun Ka Dia Jalany Ki Zid Na Kr Ye Udas Logo Ka Shehr Hai Yaha Muskrany Ki Zid Na Kr
Me Hon Dosto Ka Dasa Hua, Mera Gham Hai Had Se Barha Huwa Me Shiksta Ghar Ki Misal Hon Mere Pas Aany Ki Zid Na Kr
Me Teri Ghazal To Nahi Hon Na Jo Hr 1 Lab Pe Saja Rahon Me To 1 Misra-e-Dard Hon Mujhy Gungnany Ki Zid Na Kr
Abhi Lout Aa, Abhi Waqt Hai Abhi Jan Baqi Hai Jism Me Tujhy Eilm Hai Meri JAN Hai Tu, Mujhy Aazmany Ki Zid Na Kr |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:kaleem
Date:
29-01-2012
|
|
Us Ne Kaha Tum Me Pehli C Baat Nhi... Me Ne Kaha K Zindagi Me Ab Tera Saath Nhi...
Us Ne Kaha K Ab B Kisi Ki Aankhon Me Doob Jate Ho... Me Ne Kaha K Ab Kisi Ki Aankhon Me Wo Baat Nhi...
Us Ne Kaha Kyun TooT Kr Chaha Muje... Me Ne Kaha Insan Hon Pathar Zaat Tu Nhi...
Us Ne Kaha Me Be Wafa Hon... Me Ne Kaha Wafa Ki Ab Muje Talaash Nhi...
Us Ne Kaha Bhool Ja Muj Ko... Me Ne Kaha Tum Haqeeqat Ho Khwab Nhi. |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:Umer
Date:
19-01-2012
|
|
Meri Har Nazar Teri Muntazir Teri Har Nazar Kisi Aur Ki
Meri Zindagi Teri Bandagi Teri Zindagi Kisi Aur Ki
Kabhi Waqat Jo Mille Tujhe Zara Aake Dekh Mere Hal Ko
Meri Har Ghadi Tere Liya Teri Har Ghadi Kisi Aur Ki
Mujhe Sirf Teri Talab Thi Par Jane Mujhe Tu Kyun Na Milla
Tu Usse Milla Mere Sanam Jise Thi Talab Kisi Aur Ki |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:bushra kanwal
Date:
18-01-2012
|
|
Wo Bhi Din Thay Ek Pal Na Guzarta Tha Tumhara Hamare Siwa,,,, Yeh Bhi Din Hain K Ek Pal Nahi Milta Tumhein Hamarey Liye..! |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:irfan ahmed
Date:
03-01-2012
|
|
mujhy apny barbad hony ka ghum nai teri barbadi ka suna to bahot roya |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:mahadev
Date:
21-12-2011
|
|
kash main tere haseen haath ka kangan hota tu bare pyar se bare chaao se bare armaan ke saath apani naazuk si kalayee mein charhati mujh ko aur betaabi se furqat ke KhizaaN lamhon mein tu kisi soch mein Doobi jo ghumatii mujh ko main tere haath ki Khushbu se mahak saa jata jab kabhi mooD mein aa kar mujhe chuma karti tere honTon ki shiddat se main dahak saa jata raat ko jab bhi tu neendon ke safar par jati marmari haath kaa ik takiya banaya karti main tere kaan se lag kar kai baaten karta teri zulfon ko tere gaal ko chumaa karta jab bhi tu band qabaa kholne lagati jaanaaN apani aankhon ko tere husn se kheraa karta mujh ko betaab saa rakhta teri chaahat kaa nashaa main teri rooh ke gulshan mein mahakata rahta main tere jism ke aangan mein khanakata rahta kuchh nahi to yahi benaam saa bandhan hota kash main tere haseen haath ka kangan hota |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:Muhammad Majid KHan
Date:
07-12-2011
|
|
KOI TO HOTA.... Main jis ke dil ki kitaab benti,, Main jis ki chahat ka khawab banti,, Main hijr ke mosem ki lembi raaton main,, Yaad ben ker azaab benti… ... ... KOI TO HOTA.....
Jo meri khawahish mein uthh ker raaton ko khoob rota,, Dukhon ki chader lapeit ker hajoom_e_dunya se door hota,, Main rooth jati manata mujh ko,, ke chahai mera kasoor hota,, KOI TO HOTA....
Main jis ke itna kareeb hoti,, Na paas koi rakeeb hota,, Main itna uus ka habeeb hoti,, Ye silsila bhi ajeeb hota,, KOI TO HOTA........ |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:waqas
Date:
13-11-2011
|
|
meray kamray main baitho or har ek shay ko dekho book shelf main pari hoye kitabain or dairiyan maiz par rakhi hoye tasveerain or guldaan main murjhaye hoye phool tumhain batain gay draaz main mojood cassetes deewaron par lagay cards tum par ayan karain gay kay kessay meray armaano'n nay teray khuab dekhay thay agar ho sakay to kissi din meray ghar aao deewaron par khuday hoye huroof or bistar par naqsh bayqrari tum pay ayan karay gi kay meri aarzoo'oan nay kis tarah tumhari aarzoo ki hai or kessay meray khuabon nay tumharay khuab dekhay hain agar ho sakay to kissi din meray ghar aao |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:mashhood
Date:
01-11-2011
|
|
agr tu wajah na pooche to aik baat kahun mohsin bin tere ab hum se jiya nahi jata |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:Aisha Mushtaq7
Date:
27-10-2011
|
|
Hum hai wafa parast wafa karte rahe gain hai jurm tou yeh jurm hum sada karte rahe gain
ahe dost kuda rakhe sada tujh ko salamat hum tere liye yeh dua karte rahe gain |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:azkar hasrat
Date:
23-10-2011
|
|
Tum itna jo mushkra rahy ho Kya ghum hai jis ko cupha rahy ho
Ankhoon main hai nami hontoon pe hai mushkrahat kya hal hai Kya dekha rahy ho |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:ans billal
Date:
11-10-2011
|
|
meray kamray main baitho or har ek shay ko dekho book shelf main pari hoye kitabain or dairiyan maiz par rakhi hoye tasveerain or guldaan main murjhaye hoye phool tumhain batain gay draaz main mojood cassetes deewaron par lagay cards tum par ayan karain gay kay kessay meray armaano'n nay teray khuab dekhay thay agar ho sakay to kissi din meray ghar aao deewaron par khuday hoye huroof or bistar par naqsh bayqrari tum pay ayan karay gi kay meri aarzoo'oan nay kis tarah tumhari aarzoo ki hai or kessay meray khuabon nay tumharay khuab dekhay hain agar ho sakay to kissi din meray ghar aao |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:naz
Date:
11-10-2011
|
|
Ye Jo Taron Bhara Hy Asman Ye b Muntazir Hy Meri Tarah Issy Chand Ki Hy Justujoo Mjhe Chandni Ki Talash Hy Wo Jo Muntazir Tha Chand Ka Ussy Mil Giya Mangy Bina Jissy Chandni Ki Talash Thi Wo Dakhta he Reh giya Wo Dakhta he Reh giya |
|
|
| Ghazal SMS |
Sender:ahsan ali
Date:
09-10-2011
|
|
Khaali jaam liye baithe ho,un aankhon ki baat karo, Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo,
Jo peekar mast huey hain un ke ziker se kya hasil Jin tak jaam nahin pahuncha hai un pyaason ki baat karo
Chup rehney se kut na sakegi saadiyon lambi raat yahan, Jin yaadon se dil roshan hai, un yaadon ki baat karo
Phir palkon par jugnu chamke,aankhon mein ghata si lehrai Thandi hawa ka ziker karo, Kuch bheegi ruton ki baat karo
Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo, Khaali jaam liye baithe ho, un aankhonki baat karo.. |
|
|
|
|
|